Showing posts with label Deewana Poetry. Show all posts
Showing posts with label Deewana Poetry. Show all posts

Oct 5, 2018

Chal Aaj Meray Saath Thori Dair Tu Chal

Chal Aaj Meray Saath Thori Dair Tu Chal

Chal aaj meray saath thori dair tu chal
Pagal kehne waloon ko deewangi dikhani hay

Jun 1, 2018

Tu Mujhay Ishq Ke Usool Na Samjha Saka

Tu mujhay ishq ke usool na samjha saka mumkin hay
Ke hum sa deewana tumhain phir kahin na milay

Tu Mujhay Ishq Ke Usool Na Samjha Saka

May 2, 2018

Humara Naam He Kafi Hey Teri Mehfil Main

Humara naam he kafi hey teri mehfil main
Hum khud aa gaye tu deewaney ho jaoo gay tum

Humara Naam He Kafi Hey Teri Mehfil Main

Apr 14, 2018

Jab Raat Ki Nagin Dasti Hai

Jab Raat Ki Nagin Dasti Hai
Nus Nus Mein Zehar Utarta Hai

Jab Chand Ki Kirnein Tezi Se
Uss Dil Ko Cheer Ke Ati Hain

Jab Ankh Ke Andar Hi Ansoo
Zanjeron Mein Bandh Jate Hain

Sab Jazbon Pe Cha Jate Hain
Tab Yaad Bohat Tum Aate Ho

Jab Dard Ki Jhan-Jar Bajti Hai
Jab Raqs Ghamon Ka Hota Hai

Khawabon Ki Taal Pe Sare Dukh
Wehshat Ke Saaz Bajate Hain

Gate Hain Khawahish Ki Ley Me
Masti Me Jhomte Jate Hain

Sab Jazbon Par Cha Jate Hain
Tab Yaad Bohat Tum Ate Ho

Poet: Wasi Shah

Jab Raat Ki Nagin Dasti Hai

Feb 27, 2018

Ab Jo Khoon Daman Pe Gira Hai To Shikayat

Ab Jo Khoon Daman Pe Gira Hai To Shikayat Kesi
Main Na Kehta Tha, Mujhe Door Se Maro Pathar...

Ab Jo Khoon

Dec 28, 2017

Tu Ne Ek Bar Jo Sardi K Sabab Orhi Thi

Tu Ne Ek Bar Jo Sardi K Sabab Orhi Thi
Mere Saman Me Wo Shawl Bohat Qeemti Hai...

Tu Ne Ek Bar

Nov 15, 2017

Jo Nazron Se Tum Mere Dil Ko Nidhal Karte Ho

Jo Nazron Se Tum Mere Dil Ko Nidhal Karte Ho
Karte To Zulm Ho Sahib Magar Kamal Karte Ho...

Jo Nazron Se

Aug 25, 2017

Usne Kaha K Konsa Tohfa Hai Man'Pasand

Usne Kaha K Konsa Tohfa Hai Man'Pasand
Maine Kaha Wo Sham Jo Ab Tak Udhar Hai...

Usne Kaha K

Jul 19, 2017

Shararat Le K Ankhon Me Wo Uska Dekhna Toba

Shararat Le K Ankhon Me Wo Uska Dekhna Toba
Main Nazron Par Jami Nazrein Hatana Bhool Jata Hun...

Shararat Le K

Apr 16, 2017

Khulta Kisi Pe Kiun Mere Dil Ka Mamla

Khulta Kisi Pe Kiun Mere Dil Ka Mamla
Shairon K Intakhab Ne Ruswa Kia Mujhe...

Khulta Kisi Pe