Showing posts with label EID Poetry. Show all posts
Showing posts with label EID Poetry. Show all posts

Nov 25, 2019

Teri Ik Nazar Mujhay Eid Si

Teri Ik Nazar Mujhay Eid Si

Teri ik nazar mujhay eid si
Teri be rukhi gham-e-kerbala

Submitted By: srmd buzdar

Aug 23, 2018

Eid Tu Un Ki Howi Jin Ko Deedar

Eid Tu Un Ki Howi Jin Ko Deedar

Eid tu un ki howi jin ko deedar-e-yaar naseeb howa
Apni tu Eid bhi guzr gaye rah daikhte daikhte

Eid Ke Khiyal Ne Khush Tu Kerdiya Hay Lakin

Eid Ke Khiyal Ne Khush Tu Kerdiya Hay Lakin

Eid ke khiyal ne khush tu kerdiya hay lakin
Ab bhi sooch ker tumhain dil bauhat udaas hay

Ye Eid Tu Phir Se Laut Ayee

Ye Eid Tu Phir Se Laut Ayee

Ye Eid tu phir se laut ayee
Jo bichard gye, kub lotain gay?

Aug 22, 2018

Chalo Acha Howa Ab Ke Bhi Eid Tanha Guzre

Chalo Acha Howa Ab Ke Bhi Eid Tanha Guzre

Chalo acha howa ab ke bhi Eid tanha guzre
Galay mil ke bohat rootay agar jo tum aa jatey

Apna Tu Kisi Toor Sy Kut Jaey Ga Ye Din

Apna Tu Kisi Toor Sy Kut Jaey Ga Ye Din

Apna tu kisi toor sy kut jaey ga ye din
Tum jis se milo aaj usay Eid Mubarik

Dastoor Hay Dunya Ka Magar Ye To Batao

Dastoor Hay Dunya Ka Magar Ye To Batao

Dastoor hay dunya ka magar ye to batao
Hus kis se milain kis ko kahain?
                                                      EID MUBARIK

Tujh Ko Meri Na Mujhay Teri Khabr Jaey Gi

Tujh ko meri na mujhay teri khabr jaey gi

Tujh ko meri na mujhay teri khabr jaey gi
Eid ab ky bhi dabe paoon guzr jaey gi

Aug 21, 2018

Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

Loog takte hi rahay aasmaanon main
Hum ne zulfoon main chand daikha hay

Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

Kitni mushkil se falak per nazar aata hay
Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay