Showing posts with label Mehboob Shayari. Show all posts
Showing posts with label Mehboob Shayari. Show all posts

Jul 22, 2017

Tumse Acha Nahi Laga Hum Ko

Tumse Acha Nahi Laga Hum Ko
Rat Humne Bhi Chand Dekha Tha...

Tumse Acha Nahi

Jul 20, 2017

Ishq Me Kaisa Firka Saeen

Ishq Me Kaisa Firka Saeen
Ishq Me Bas Yar Yar Saeen...

Ishq Me Kaisa

Jul 19, 2017

Shararat Le K Ankhon Me Wo Uska Dekhna Toba

Shararat Le K Ankhon Me Wo Uska Dekhna Toba
Main Nazron Par Jami Nazrein Hatana Bhool Jata Hun...

Shararat Le K

Jul 16, 2017

Itni Man'maniya Achi Nahi Hoti

Itni Man'maniya Achi Nahi Hoti
Tum Sirf Apne Nahi Mere Bhi Ho...

Itni Man'maniya Achi

Dec 10, 2016

Mujh Se Mat Puch Mere Mehboob Ki Sadagi Ka

Mujh Se Mat Puch Mere Mehboob Ki Sadagi Ka Andaaz
Nazrein Bhi Mujh Pe Thi Aur Parda Bhi Mujh Se Tha...

Mujh Se Mat

Feb 16, 2014

Hum Muhabbat Me Bhi Toheed K Qaail

Hum Muhabbat Me Bhi Toheed K Qaail Hain

Aik Hi Shakhs Ko Mehboob Bana Rakha Hai...

Hum Muhabbat Me

Feb 9, 2014

Mangte Hain Log Hum Se Teri Muhabbat

Mangte Hain Log Hum Se Teri Muhabbat Ka Saboot

Meri Mehendi Ka Laal Rang Teri Chahat Ki Gawahi Deta Hai...

Mangte Hain Log

Nov 2, 2013

Kon Kehta Hai Tujhe Mene Bhula Rakha Hai

Kon Kehta Hai Tujhe Mene Bhula Rakha Hai

Teri Yaadon Ko Kaleje Se Laga Rakha Hai

Lub Pe Aanhen Bhi Nahi Aankh Mein Aansu Bhi Nahi

Dil Ne Her Raz Muhabbat Ka Chupa Rakha Hai

Tu Ne Jo Dil K Andhere Me Jalaya Tha Kabhi

Wo Diya Aaj Bhi Seeny Me Jala Rakha Hai

Dekh Ja Aa K Mehakate Hue Zakhmon Ki Bahaar

Mene Ab Tak Tere Gulashan Ko Saja Rakha Hai...

Kon Kehta Hai Tujhe Mene

Sep 18, 2013

Nazar, Nazar Ka Farq Hai, Husn

Nazar, Nazar Ka Farq Hai, Husn Ka Nahi..
MehbooB Jis Ka Bhi Ho, Be-Misaal Hota Hai...

Nazar, Nazar Ka Farq Hai, Husn Ka Nahi

Jun 24, 2012

Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain - Aatish Poetry

Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain

Tarapte hain na roote hain, na hum faryad karte hain,
Sanam ki yaad me har dam khuda ko yaad karte hain,

Unhin ke ishq me hum naala-o-faryaad karte hain,
Elaahi dekhiye kis din hame wo yaad karte hain...

Shab-e-faraaq me kia kia saanp lehraate hain seene pe,
Tumhari kakul-e-peechan ko jab hum yaad karte hain...

(Naala = Loud); (Shab-e-faraaq = night of separation ; kakul-e-peechan = Curly Hair)