Showing posts with label Mirza Ghalib. Show all posts
Showing posts with label Mirza Ghalib. Show all posts

Sep 1, 2023

Ujaalon Main Mil Hi Jayga Koi Na Koi Ghalib

Ujaalon main mil hi jayga koi na koi ghalib

 Ujaalon main mil hi jayga koi na koi ghalib
Talaash usko kero jo andheron main saath day !!!

Feb 5, 2019

Woh Mujh Se Bichar Ker Ab Tuk Roya Nahi Ghalib

Woh Mujh Se Bichar Ker Ab Tuk Roya Nahi Ghalib

Woh mujh se bichar ker ab tuk roya nahi Ghalib
Koi tu hay humdard jo usay roonay nahi daita

Nov 28, 2016

Meer O Ghalib Ko Tokta Hun Main

Meer O Ghalib Ko Tokta Hun Main
Sun Rakho, Jon Elia Hun Main...

Meer O Ghalib

Dec 17, 2015

Rony Se Aur Ishq Main Be-Baak Ho

Rony Se Aur Ishq Main Be-Baak Ho Gaye
Dhoye Gaye Hum Itne K Bus Paak Ho Gaye...

Rony Se Aur

Aug 21, 2015

Hairat Hui Ghalib Tumhe Masjid Me Dekh Kar

Hairat Hui Ghalib Tumhe Masjid Me Dekh Kar
Aisa Bhi Kya Hua K KHUDA Yaad Aa Gaya...

Hairat Hui Ghalib

Jun 2, 2015

Sharab Peeny De Masjid Me Beth Kar

Ghalib
Sharab Peeny De Masjid Me Beth Kar
Ya Wo Jagah Bata Jahan Khuda Nahi

Iqbal
Masjid Khuda Ka Ghar Hai Peeny Ki Jagah Nahi
Kafir K Dil Me Ja Wahan Khuda Nahi

Faraz
Kafir K Dil Se Aya Hun Me Ye Dekh Kar
Khuda Mojood Hai Wahan Par Usy Pata Nahi

Wasi
Khuda To Mojood Duniya Me Har Jagah
Tu Jannat Me Ja Wahan Peena Mana Nahi

Saqi
Peeta Hun Gham-e-Duniya Bhulany K Liye Saqi
Jannat Me Kon Sa Gham Hai Is Liye Wahan Peeny Me Maza Nahi...

Sharab Peeny De

Apr 24, 2015

Be-Wajah Nahi Rota Ishq Me Koi Ghalib

Be-Wajah Nahi Rota Ishq Me Koi Ghalib
Jise Khud Se Barh Kr Chaho Wo Rulata Zarur Hai...

Submitted By: Taskeen

Apr 19, 2015

Gham-e-Janaa Hai Na Gham-e-Duniya Ghalib

Gham-e-Janaa Hai Na Gham-e-Duniya Ghalib
Ek Be-Naam Si Udaasi Hai Aur Kuch Bhi Nahi...

Gham-e-Janaa Hai

Feb 5, 2015

Sabhi Ache Hain Ghalib

Sabhi Ache Hain Ghalib
Bas Khuda Bura Waqt Na Laye...

Sabhi Ache Hain

Jul 7, 2014

Ye Muhabbat Aisa Munfarid Khail Hai

Ye Muhabbat Aisa Munfarid Khail Hai Ghalib

Jo Seekh Jata Hai Wohi Haar Jata Hai...

Ye Muhabbat Aisa

Jul 2, 2014

Tora Kuch Is Adaa Se Ta'auq Us Ne Ghalib

Tora Kuch Is Adaa Se Ta'auq Us Ne Ghalib

K Sari Umer Apna Qasoor Dhoondte Rahe...

Tora Kuch Is Adaa

Apr 10, 2014

Arsa Beeta Zindagi Beeti Sub Kuch Beeta Lekin

Arsa Beeta Zindagi Beeti Sub Kuch Beeta Lekin Phir Bhi

Jo Ishq Main Beeti Ishq Hi Jane Ya Wo Jane Jis Per Beeti...

Arsa Beeta Zindagi Beeti

Apr 9, 2014

Me Nadaan Tha Jo Wafa Ko Talash Karta Raha

Me Nadaan Tha Jo Wafa Ko Talash Karta Raha Ghalib

Ye Na Socha K Aik Din Apni Saans Bhi Bewafa Ho Jaegi...

Me Nadaan Tha Jo

Apr 2, 2014

Raat Ki Tanhaiyon Me To Koi Bhi Yaad Kr Leta

Raat Ki Tanhaiyon Me To Koi Bhi Yaad Kr Leta Hai Ghalib

Jo Duniya Ki Bheer Me Yaad Rakhe Muhabbat Usko Kehte Hain...

Raat Ki Tanhaiyon

Dec 17, 2013

Nikalna Khald Se Aadam Ka Sunte Aye Hain

Nikalna Khald Se Aadam Ka Sunte Aye Hain Lekin
Bohat Be-Abroo Ho Kr Tere Koochy Se Nikle Hain...

Nikalna Khald Se

Mar 20, 2013

Kia Woh Namrood Ki Khudai Thi

Kia Woh Namrood Ki Khudai Thi....
Bandagi Me Mera Bhala Na Hua...

Poet: Mirza Ghalib;  Shared By: Faisal

Mar 7, 2013

Na Tha Kuch To Khuda Tha - Mirza Ghalib Ghazal

Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Hota To Khuda Hota,
Dabooya Mujh Ko Hone Ne, Na Hota Mein To Kia Hota..

Hua Jab Gham Se Yun Be_His To Gham Kia Sar Ke Katne Ka,
Na Hota Gar Juda Tan Se To Zanoo Par Dhara Hota…

Hui Muddat Ke ‘Ghalib’ Mar Gaya, Par Yaad Aata Hai,
Wo Har Ek Baat Pe Kehna Ke Yun Hota To Kia Hota…

na-tha-kuch-mirza-ghalib

Jan 31, 2013

Emaan Mujhe Rooke Hai Jo Kheenche Hai Mujhe Kufar - Mirza Ghalib

Emaan Mujhe Rooke Hai Jo Kheenche Hai Mujhe Kufar,
Kaaba Mere Peeche Hai, Kaleesa Mere Aage….!

Mirza Ghalib

Sep 9, 2012

Koi Umeed Bar Nahi Aati - Mirza Ghalib Poetry

Koi-Umeed-Bar

Mirza Ghalib Ghazal

Koi Umeed Bar Nahi Aati,
Koi Soorat Nazar Nahi Aati…
Umeed = Hope; Bar = Upon; Soorat = Way, Path;
Mout Ka Aik Din Muayyan Hai
Neend Kion Raat Bhar Nahi Aati..?
Muayyan = Fixed
Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi,
Ab Kisi Baat Pe Nahi Aati…
Hansi = Laugh
Janta Hun Sawab-E-Taa’at-O-Zohad,
Par Tabiyat Idhar Nahi Aati…
Taa’at = Obedience; Tabiyat = Nature

Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hun,
Warna Kia Baat Kar Nahi Aati…

Kion Na Cheekhon Ke Yaad Karte Hain,
Meri Aawaz Gar Nahii Aatii..
Cheekhon = Shrike
Daagh-E-Dil Gar Nazar Nahi Aata..
Bu Bhi Aye Charah_Gar Nahi Aati…
Daagh-e-dil = Spot of Heart; Bu  = Smell;
Hum Wahan Hai Jahan Se Ham Ko Bhi,
Kuch Hamari Khabar Nahi Aati…

Marte Hain Aarzoo Mein Marne Ki,
Mout Aati Hai Par Nahi Aati…

Ka’bah Kis Munh Se Jao Ge ‘Ghali’
Sharam Tum Ko Magar Nahi Aati…


Aug 16, 2012

Aqal Waloon Ke Muqaddar - Ghalib's Love Poetry

Roman Urdu - Inspirational Poetry

Aqal Waloon Ke Muqaddar Mein Yeh Zok-e-Junun Kahan 'Ghalib'
Yeh Ishq Waale Hain Jo Har Cheez Luta Dete Hain...!

Urdu - Iqbal's Poetry

عقل والوں کے مقدار میں یہ ذوکِ جنوں کہاں غالبؔ
یہ عشق والے ہیں جو ہر چیز لٹا دیتے ہیں