Showing posts with label Ramzan Poetry. Show all posts
Showing posts with label Ramzan Poetry. Show all posts

May 23, 2018

Mang Lu Gir Gra Kar Khuda Se Abhi Mughfirat Susti Hai

Mang lu gir gra kar khuda se abhi mughfirat susti hai
Kehte hain ke ramadaan mein rab ki rehmat barasti hai

mang lu gir gra kar khuda se abhi mughfirat susti hai

May 19, 2018

Nidamat Ke Chirago Se Badel Jati Hain Taqderain

Nidamat ke chirago se badel jati hain taqderain
Andheri raat ke ansoo khuda se baat karte hain

Nidamat Ke Chirago Se Badel Jati Hain Taqderain

May 17, 2018

Tez Dhoop Ki Tapish Tum Ko Sataye Gi

Tez dhoop ki tapish tum ko sataye gi
Piyas ki shiddat tumhain aazmaey gi

Roze daroo tum her haal main sabar rakhna
Ye aazmaesh tumhain jannat main ley jaee gi

Tez Dhoop Ki Tapish Tum Ko Sataye Gi

Dil Main Phir Sey Khushiyon Ka Pegham A Raha Hay

Dil main phir sey khushiyon ka pegham a raha hay
Mubarik ho momino phir sey Ramzan a raha hay

Dil Main Phir Sey Khushiyon Ka Pegham A Raha Hay

Jo Gunahun Ki Ghulami Se Deti Nijaat Hey

Jo gunahun ki ghulami se deti nijaat hey
Ramzan hum pe woh rehmat ki barsaat hey

Jo Gunahun Ki Ghulami Se Deti Nijaat Hey