Showing posts with label Sard Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sard Poetry. Show all posts

Apr 14, 2018

Mujhy Bheek Ki Khushiyan Pasand Nahi

Mujhy bheek ki khushiyan pasand nahi
Main jeeta hoon apnay ghamon main nawabon ki tarha

Mujhy Bheek Ki Khushiyan Pasand Nahi

Dec 28, 2017

Tu Ne Ek Bar Jo Sardi K Sabab Orhi Thi

Tu Ne Ek Bar Jo Sardi K Sabab Orhi Thi
Mere Saman Me Wo Shawl Bohat Qeemti Hai...

Tu Ne Ek Bar

Dec 27, 2017

Sookhy Patton Me Bhi Any Lagi Mushk-E-Ambar

Sookhy Patton Me Bhi Any Lagi Mushk-E-Ambar
Teri Bikhri Hui Yaden Hain Aur Ye December...

Sookhy Patton Me

Dec 11, 2017

Wo Yad Aya Kuch Yun K Laut Aye Sub Silsilay

Wo Yad Aya Kuch Yun K Laut Aye Sub Silsilay
Thandi Hawa, Zard Pattay Aur December Ki Pehli Barish...

Blogger: Waqas Ali

Nov 26, 2017

November Ki Haseen Raten Zameen Par Jab Utarti

November Ki Haseen Raten Zameen Par Jab Utarti Hain
Mere Chote Se Kamray Me Tere Iqrar Rote Hain...

November Ki Haseen

Nov 12, 2017

Phir Palat Rahi Hain Sardiyon Ki Suhani Shamain

Phir Palat Rahi Hain Sardiyon Ki Suhani Shamain
Phir Us Ki Yaad Me Jalne K Zamany Aye...

Phir Palat Rahi

Oct 15, 2017

Jab Sham Utarti Hai, Kya Dil Pe Guzarti Hai

Jab Sham Utarti Hai, Kya Dil Pe Guzarti Hai
Sahil Ne Bohat Pucha, Khamosh Raha Pani...

Jab Sham Utarti

Jul 22, 2017

Ye Chahten Ye Ronaqen Paband Hain Mere Jeene Tak

Ye Chahten Ye Ronaqen Paband Hain Mere Jeene Tak
Bina Rooh K Nahi Rakhte Ghar Wale Bhi Jism Ko...

Ye Chahten Ye

Jul 21, 2017

Mohsin Ki Moat Itna Bra Saneha Na Thi

Mohsin Ki Moat Itna Bra Saneha Na Thi
Is Sanehe Pe Bal Tere Rayegaa'n Khule...

Mohsin Ki Moat

Jun 5, 2017

Meri Himmat To Dekh Daad To De

Meri Himmat To Dekh Daad To De
K Tujh Bin Zinda Hun Sans Leta Hun...

Meri Himmat To