Showing posts with label jawani poetry. Show all posts
Showing posts with label jawani poetry. Show all posts

Jan 19, 2018

Mojza-E-Ishq Na Kahun To Kya Kahun

Mojza-E-Ishq Na Kahun To Kya Kahun
Hijar-E-Yar Ne Kiya Zaeef Ek Jawan Ko...

Mojza-E-Ishq

Dec 22, 2017

Gunahgaar Hun Gunahgaron Se Hai Wasta Mera

Gunahgaar Hun Gunahgaron Se Hai Wasta Mera
Parhaiz-Garon Se Main Aksar Parhaiz Karti Hun...

Gunahgaar Hun Gunahgaron

Jan 30, 2014

Kehte Hain Umar-e-Raftaa Kabhi Laut'ti

Kehte Hain Umar-e-Raftaa Kabhi Laut'ti Nahi

Jaa Maikade Se Meri Jawaani Uthaa K Laa...

Kehte Hain Umar

Oct 9, 2013

Abhi Kamsin Ho Rehne Do Kahin Kho Do Ge

Abhi Kamsin Ho Rehne Do Kahin Kho Do Ge Dil Mera,
Tumhare Hi Liye Rakha Hai, Le Jana Jawaan Ho kr...

Na Kamsin Hun, Na Nadaan Hun, Muhabbat Ko Samjhta Hun,
Tumhara Kya Bharosa Hai Mukar Jao Jawaan Ho Kr...

Abhi Kamsin Ho Rehne Do

Apr 3, 2012

Roshni ki dhaar per rakhi kahani aur Dukh

Roshni ki dhaar pr rakhi kahani or dukh 
Aankh se behta hua khamosh paani or dukh,

Mere kamry main usi tarteeb se rakhe hue Phool, 
khat, waade, dilaase, ek jawani or dukh, 

 Ek dooje se bichar kr umar bhar rote rhe, 
Raat, sehra, khush patte, ek raani or dukh, 

Ab mere lafzon main woh pehli si kefiyat nahi, 
Daal ab jholi main teri maherbani or dukh, 

Raat sehra main kisi ne baansuri ki nok pr, 
Rakh di phir roti hui yaaden purani or dukh.....!!