May 24, 2018

Agar Tum Ijazat Do Tu Chand Lafzon Main Keh Dalain

Agar tum ijazat do tu chand lafzon main keh dalain
Ke tum bin mer to sakte hain, tum bin ji nahin sakte

Agar Tum Ijazat Do Tu Chand Lafzon Main Keh Dalain

Koi Ibadat Ki Chahat Main Roya

Koi ibadat ki chahat main roya
Koi ebadat ki rah main roya

Koi yaar ki bewafai pe roya
Koi yar ko mana ke roya

Ajeeb hay ye namaz-e-muhabbat ka silsila Iqbal
Koi qaza kerke roya, koi ada kerke roya

Koi Ibadat Ki Chahat Main Roya

May 23, 2018

Ab To Bas Ik Hi Khwahish Hai, Kisi Mord Par Tum

Ab to bas ik hi khwahish hai, kisi mord par tum
Hum ko bikhare hoye mil jao, snbhalen tum ko

Ab To Bas Ik Hi Khwahish Hai, Kisi Mord Par Tum

Rehtay Hain Ghurq Unkay Tasawwur Mein Roz O shab

Rehtay hain ghurq unkay tasawwur mein roz o shab
Ik din humari jaan mohabbat mein jaye gi

Rehtay Hain Ghurq Unkay Tasawwur Mein

Woh Saath Tha Humaray Ya Hum Pas They Uss Ke

Woh saath tha humaray ya hum pas they uss ke
Woh zindagi ke kuch din ya woh zindagi thi kuch din

Woh Saath Tha Humaray Ya Hum Pas They Uss Ke

Mang Lu Gir Gra Kar Khuda Se Abhi Mughfirat Susti Hai

Mang lu gir gra kar khuda se abhi mughfirat susti hai
Kehte hain ke ramadaan mein rab ki rehmat barasti hai

mang lu gir gra kar khuda se abhi mughfirat susti hai

May 22, 2018

Anokhi Waza Hay Saray Zamanay Se Niralay Hain

Anokhi waza hay saray zamanay se niralay hain
Ye aashiq kon si basti se ya rub rehnay waly hain

Anokhi Waza Hay Saray Zamanay Se Niralay Hain

Milti Hi Nahi Is Dunya Ke Liyay Fursat

Milti hi nahi is dunya ke liyay fursat
So jaon tu khwab tere, jagon tu khiyal tere

Milti Hi Nahi Is Dunya Ke Liyay Fursat

Mohabbat Mein Nahi Hai Farq Jeeney Aur Marnay Ka

Mohabbat mein nahi hai farq jeeney aur marnay ka
Isi ko dekh kar jeetay hain jis kafir pay dam niklay

Mohabbat Mein Nahi Hai Farq Jeeney Aur Marnay Ka

Umeed-E-Toba Per Ho Chukey Bohat Gunah Ya Allah

Umeed-e-toba per ho chukey bohat gunah ya Allah
Muhallat to mil rahi hay tofeeq bhi ata ker

Umeed-E-Toba Per Ho Chukey Bohat Gunah Ya Allah