Sajda-e-Ishq Ho To Ebadat Me Maza Aata Hai

Sajda-e-Ishq Ho To Ebadat Me Maza Aata Hai

Khali Sajdon Pe To Duniya Hi Basa Karti Hai

Log Kehte Hain K Bas Farz Adaa Karna Hai

Aisa Lagta Hai Koi Qaraz Liya Ho Rab Se

Tera Sajda Kahin Tujhe Kafir Na Kar Den Mohsin

Tu Jhukta Kahin Aur Hai Sochta Kahin Aur Hai…

Submitted by: Amaima Khan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *