Ab Ke Barish Main
Ab ke barish main Kuch aisa kerna Apni hatheli per Qatroon ko jama kerna Jo jama ho jain Wo sub...
Ab ke barish main Kuch aisa kerna Apni hatheli per Qatroon ko jama kerna Jo jama ho jain Wo sub...
Yeh barish ka mousam yeh thanda saman Yeh bhi koi waqt hai hum se duor rehne ka
Udas rehta hai muhlley main barish ka pani aaj kul Suna hai kaghaz ki kashti bnane waly ab barey ho...
Barish howi to teri khushbuon ke qafle Aise uray ke shear gulabon se bher geya
Is barish se keh do mere angan main na barse Usay dekh ker koi shiddat se yad ata hai
Barish ki tarah tujh pe barasti rahain khushiyan Her boond teray dil se her gham ko mita de
Barish howi tu ghar ke dareechon se lagay hum Chup Chap soogwar tumhain sochtay rahay
Mujhay maar hi na dalay in baadloon ki saazish Ye jub se baras rahay hain tum yaad a rahay ho
Tez barish main kharda hoon, woh aik jumla sunnay ko Arey idher aaoo, bheek jaoo gay
Kul raat barasti rahi sawan ki ghata bhi Aur hum bhi teri yaad main dil khool ke royee