Rishta Banaya Hay Tu Nibhain Gay Bhi
Rishta banaya hay tu nibhain gay bhi Rooz lardain gay bhi aur manain gay bhi!
Rishta banaya hay tu nibhain gay bhi Rooz lardain gay bhi aur manain gay bhi!
Toord daingay gharoor ishq ka aur sudhar jain gay Saamne khardi hogi mohabbat aur hum pass se guzar jaingay
Khuda keray ye doosti itni gahri ho Waqt tera ayay aur shadi meri ho
Tu agar mujh se gurezan hay tu chal saath meray Main tujhay bhaard ki dehleez per chord aata hoon
Mohtarma, bohat door se aya hoon aap ke pass Agar ishq nahi kerna to wapsi ka kiraya hi de do
Hum se hum kalam hona, tu adb adaab se hona Lehje ki talkhiyon ko hum mun per maar detay...
Mainay bhaijay thay usay likh ke masaail apne Usne badlay main mujhay sabar ki ayat bhaiji
Poste ker ker ke thak gya hoon Maajal hai jo kisi ka dil aya ho mujh pe
Mera apna miyaar hai sahab Tum khubsurat ho to bhaard main jao