Ishq Per Muqadma Kerke Kiya Mil Jay Ga
Ishq per muqadma kerke kiya mil jay ga Husn ko pakrye yehi fasaad ki jard hay
Ishq per muqadma kerke kiya mil jay ga Husn ko pakrye yehi fasaad ki jard hay
Chand eid ka dilkash hay maanta hoon Husn-e-janan se magar haar jay ga
Ho na jay husan ki shan main gustakhi kahin Tum chalay jao ke tumhain daikh ker piyar ata hay
Aeinay bhi tumhain khabar na dey sakain gay Aao dekho meri nigahon main kitney haseen ho tum
Nazar Nazar Main Hi Dewana Bana Dete Hain Husn Walon Ki Jhalak Kamal Hoti Hai… Submitted By: Umer Hayat Saqi
Gunahgaar Hun Gunahgaron Se Hai Wasta Mera Parhaiz-Garon Se Main Aksar Parhaiz Karti Hun…
Hooron Ki Tamanna Nahi Aye Hazrat-E-Waiz Hum Taak Me Hain Jis Ki Wo Parda Nasheen Hai…
Hadd Se Barh Kar Haseen Lagte Ho Jhuti Qasmein Zaroor Khaya Kro…
Main Janta To Hun Magar Phir Bhi Chahta HunTu Aaina Dekh Kar Bata Meri Pasand Kesi Hai…
Shararat Le K Ankhon Me Wo Uska Dekhna Toba Main Nazron Par Jami Nazrein Hatana Bhool Jata Hun…