Bana Ker Choord Daitay Hain Apni Zaat Ka Aadi
Bana ker choord daitay hain apni zaat ka aadi kuch laug yoon bhi intiqaam laitay hain
Bana ker choord daitay hain apni zaat ka aadi kuch laug yoon bhi intiqaam laitay hain
Mujh ko siyah rang se ulfat bala ki thi Phir yon howa ke bakht main siyahi bikhar gye
Bohat be kaif lamhe hain ajeeb bojhal tabiyyat hay Na gham se dil behalta hay na khushiyaan raas aati hain
Tu ne daikha hay mahaz mujhay khush bahar se Meray andar ki cheekhain tera dil phaard sakti hain
Udaas to bohat rahay per kabhi zaahir nahi kiya Theek hoon bas is lafz ne sub sanbhaal liya
Lazzat gham-e-ishq ka tum kiya jano Main khush raha dil ko barbaad kerkay
Hum itne bhi nahi badlay ke bhool jain apnon ko Magar jub koi muntazir hi na ho to raabte achay...
Is qadar boojh hay neendon ka meri aankhon per Main ne thak haar ker sona nahi mer jana hay!
Mujhay choord ker woh jis shakhs ke paas gaya hay Meri barabari ka hota to bhi dil ko sabar aa...
Woh itna qareeb ho giya tha Mujhay laga mera ho giya tha!