Category: Urdu Judai Poetry
Mohabbat Majboor Ker Deti Hay Warna Main Ne
Mohabbat majboor ker deti hay warna main ne Bohat bar kiya hay aakhri baar raabta us se!
Rook Ker Baithay Hain Zindagi Ko Hum
Rook ker baithay hain zindagi ko hum Tum aao tu jeena shuru keraingay!
Neend Ayay Gi Tu Is Qadar Soen Gay
Neend ayay gi tu is qadar soen gay Humain jaganay ky liyay loog roen gay!
Tanha Woh Shakhs Faqat Itna Keh Ker
Tanha woh shakhs faqat itna keh ker Suna hay mohabbat bardhti hay bichard janay se
Kaash Woh Laut Aaye Aur Mujh Se Kahay
Kaash woh laut aaye aur mujh se kahay Ke tum kon ho mujh se bichardne wali
Muddat Howi In Aankhon Ne Woh Manzar Nahi Daikha
Muddat howi in aankhon ne woh manzar nahi daikha Ik chaand chamakta tha kabhi shaam se pehlay
Aakhir Kiyon Na Saza Milti Hamain Mohabbat Ki
AAkhir kiyon na saza milti hamain mohabbat ki Hum ne bhi to bohat dil torday teri khatir!
Juda Howay Hain Bohat Loog Aik Tum Bhi Sahi
Juda howay hain bohat loog aik tum bhi sahi Ab itni baat pe kiya zindagi haraam kerain!
Safar Mera Bohat Mukhtasir Raha Tumharay Saath
Safar mera bohat mukhtasir raha tumharay saath Magar yaad rahay ga takleef ban ker umar bhar ke liye
