Showing posts with label Musaafir. Show all posts
Showing posts with label Musaafir. Show all posts

Nov 26, 2019

Manzil Ki Inteha To Koi Batae Aye Faiyaz

Manzil Ki Inteha To Koi Batae Aye Faiyaz


Manzil ki inteha to koi batae aye faiyaz
Chala ja raha hu aur hasraten badhti ja rhi hain

Submitted By: Faiyaz Ahmed khan

Feb 9, 2019

Khud Pukaray Gi Munzil Tu Thaher Jaoon Ga

Khud Pukaray Gi Munzil Tu Thaher Jaoon Ga

Khud pukaray gi munzil tu thaher jaoon ga
Warna khud-dar musafir hoon guzar jaoon ga

Sep 10, 2015

Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas

Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas
Kuch Musafiron Ki Manzil Humsafar Hote Hain...

Yoon Chor K

May 3, 2015

Safar Kathin Tha Magar Sehal Kar Diya Us Ne

Safar Kathin Tha Magar Sehal Kar Diya Us Ne
Jo Shakhs Loot Kar Asbaab Le Gaya Mera...

Safar Kathin Tha

Apr 30, 2015

Hasrat Pe Us Musafir-e-Be-Kass Ki Roiye

Hasrat Pe Us Musafir-e-Be-Kass Ki Roiye
Jo Thak K Beth Gaya Ho Manzil K Samny...

Hasrat Pe Us

Jan 21, 2015

Hun Jungle K Jogi Hum Ko Aik Jagah Aram

Hun Jungle K Jogi, Hum Ko Aik Jagah Aram Kahan
Aj Yahan Kal Aur Nagar, Subha Kahan To Sham Kahan...

Hun Jungle K Jogi

Mar 4, 2012

Khuli Dhoop Ka Musaafir

Ab bhalaa chhor ke ghar kyaa karte,
Shaam ke waqt safar kyaa karte...

Teri masrufiyaten jaante the,
Apne aane ki Khabar kyaa karte...

Jab sitaare hi nahin mil paaye,
Le ke ham shams-o-Qamar kyaa karte...

Wo musaafir hi khuli dhoop kaa tha.!
Saaye phailaa ke shajar kyaa karte...

Khaak hi aval-o-aakhir thahri..!
Kar ke zare ko gauhar kyaa karte...