Showing posts with label Safar Poetry. Show all posts
Showing posts with label Safar Poetry. Show all posts

Feb 5, 2019

Woh Mujh Se Bichar Ker Ab Tuk Roya Nahi Ghalib

Woh Mujh Se Bichar Ker Ab Tuk Roya Nahi Ghalib

Woh mujh se bichar ker ab tuk roya nahi Ghalib
Koi tu hay humdard jo usay roonay nahi daita

Jul 15, 2016

Shajar To The Hi Nahi Rasty Main Kya

Shajar To The Hi Nahi Rasty Main Kya Karte
Khud Apne Saye Main Chal Kar Safar Tamam Kia...

Shajar To The

Sep 10, 2015

Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas

Yoon Chor K Rasty Main Na Jaya Karo Abbas
Kuch Musafiron Ki Manzil Humsafar Hote Hain...

Yoon Chor K

Aug 12, 2014

Tay Hua Bas K Tay Nahi Hon Ge

Tay Hua Bas K Tay Nahi Hon Ge

Bin Tumhare Ye Marhalay Mujh Se...

Tay Hua Bas K Tay

Nov 4, 2013

Lamhay Bhar Ka Sath Mera Aur Uska, Safar Me

Lamha-Shayari

Lamhay Bhar Ka Sath Mera Aur Uska, Safar Me,
Dey Gaya Be_Chaini Dil ko Ek Lamha, Umar Bhar...

By: Dr. Riaz Ahmed

Sep 28, 2013

Safar-E-Zeest Main Tere Saath Ki Khatir

Safar-E-Zeest Main Tere Saath Ki Khatir Jaana,
Un Manzilon Ko Bhi Chora Hai Jo Mera Muqaddar Thin...

Safar-E-Zeest Main Tere

Jul 17, 2013

Ye Kon Phir Se Unhi Raaston Mein Chor Gaya

Ye Kon Phir Se Unhi Raaston Mein Chor Gaya..?
Abhi Abhi Mein Aazaab-e-Safar Se Nikla Tha….

Sad Journey Poetry

Jul 21, 2012

Tum Se Na Kat Sake Ga Andheron Ka Ye Safar

Sad Poetry

Roman Urdu

Tum Se Na Kat Sake Ga Andheron Ka Ye Safar,
Ab Sham Ho Rahi Hai, mera hath Tham Lo....

Urdu

تم سے نہ کٹ سکے گا اندھیروں کا یہ سفر
اب شام ہو رہی ہے، میرا ہاتھ تھام لو

Jun 13, 2012

Samne Manzil Thi aur Peeche us ki Awaaz


Samne Manzil Thi aur Peeche us ki Awaaz,
Rukta to Safar Jata, Chalta to Bichar Jata...!



Jun 7, 2012

Chalay ho saath to Himmat na haarna 'Wasif'

Chalay ho saath to Himmat na haarna 'Wasif'

Chalay ho saath to Himmat na haarna 'Wasif'
Ke Manziloon ka tasawar mere safar me nahi...!