Oct 15, 2018

Suna Hay Bik Raha Hay Ishq Bazaron Main Aaj

Suna Hay Bik Raha Hay Ishq Bazaron Main Aaj

Suna hay bik raha hay ishq bazaron main aaj
Jao us ishq faroosh se poocho wafa bhi saath daitay ho

Tumhain He Sehna Peray Ga Ghum Judai Ka

Tumhain He Sehna Peray Ga Ghum Judai Ka

Tumhain he sehna peray ga ghum judai ka
Humara kiya hay hum tu mer jaain gay

Oct 14, 2018

Main Dil Hoon Rukon Ga Tu Mer Jaon Ga

Main Dil Hoon Rukon Ga Tu Mer Jaon Ga

Main dil hoon rukon ga tu mer jaon ga
Mujhay sukoon na de be qaraar rehne de

Mera Din Udaas Hay Aur Raat Tanhai

Mera Din Udaas Hay Aur Raat Tanhai

Mera din udaas hay aur raat tanhai ay doost
Kiya qasoor tha mera faqat tujh se mohabbat ke siwa

Aaj Ki Raat Bhi Mumkin Hay Na So Sakon

Aaj Ki Raat Bhi Mumkin Hay Na So Sakon

Aaj ki raat bhi mumkin hay na so sakon!! Mohsin
Yaad phir aae hay neend ko uraane wali

Aaj Shiddat Se Dil Chah Raha Hay

Aaj Shiddat Se Dil Chah Raha Hay

Aaj shiddat se dil chah raha hay
Band aankhein kholon tu saamne tum ho

Oct 13, 2018

Teri Girift Mera Mertaba Barhate Hay

Teri Girift Mera Mertaba Barhate Hay

Teri girift mera mertaba barhate hay
Mujhay tu apni mohabbat main mubtila rakhna

Inkaar Jesi Lazzat Iqraar Main Kahan

Inkaar Jesi Lazzat Iqraar Main Kahan

Inkaar jesi lazzat iqraar main kahan
Barhta hay ishq Ghalib us ki nahi nahi se

Faqat Aik Ka Hone Main He Husn

Faqat Aik Ka Hone Main He Husn

Faqat aik ka hone main he husn-e-bandagi hay Ghalib
Jo rooz qibla badalte hain woh be deen hotay hain

Kuch Loog Tuhfe Bhi Kamal Detay Hain

Kuch Loog Tuhfe Bhi Kamal Detay Hain

Kuch loog tuhfe bhi kamal detay hain
Wehshatain, tanhaiyan, uljhanain, ruswaian