Lazzat Gham-E-Ishq Ka Tum Kiya Jano
Lazzat gham-e-ishq ka tum kiya jano Main khush raha dil ko barbaad kerkay
Lazzat gham-e-ishq ka tum kiya jano Main khush raha dil ko barbaad kerkay
Hum itne bhi nahi badlay ke bhool jain apnon ko Magar jub koi muntazir hi na ho to raabte achay...
Is qadar boojh hay neendon ka meri aankhon per Main ne thak haar ker sona nahi mer jana hay!
Mujhay choord ker woh jis shakhs ke paas gaya hay Meri barabari ka hota to bhi dil ko sabar aa...
Woh itna qareeb ho giya tha Mujhay laga mera ho giya tha!
Kisi ke haath bikne ko tayyar nahi Ye mera dil hay koi misar ka bazaar nahi
Main tujhko mohabbat main sahoolat se rakhoonga To mujh se mulaaqaat main waqfa na diya ker
Tum jang nahi thay ke jeet laitay tujhay Hum tujhay haaray hain be intiha mohabbat kerke
Pehna ker loog libaas aitibaar-o-mohabbat ka Phir gharz-o-munafqat se daagdaar kertay hain
Milne ka waada to unke mun se nikal gaya Poochi jaga to kaha khuwaboon main ajana