Showing posts with label husn poetry. Show all posts
Showing posts with label husn poetry. Show all posts

Dec 7, 2018

Mujhay Kiya Pata Tum Se Haseen Koi Hay

Mujhay Kiya Pata Tum Se Haseen Koi Hay

Mujhay kiya pata tum se haseen koi hay ya nahi
Tumharay siwa kabhi kisi ko ghoor se daikha hi nahi

Nov 25, 2018

Ishq Per Muqadma Kerke Kiya Mil Jay Ga

Ishq Per Muqadma Kerke Kiya Mil Jay Ga

Ishq per muqadma kerke kiya mil jay ga
Husn ko pakrye yehi fasaad ki jard hay


Aug 21, 2018

Chand Eid Ka Dilkash Hay Maanta Hoon


Chand eid ka dilkash hay maanta hoon
Husn-e-janan se magar haar jay ga

Jun 2, 2018

Ho Na Jay Husan Ki Shan Main Gustakhi Kahin

Ho na jay husan ki shan main gustakhi kahin
Tum chalay jao ke tumhain daikh ker piyar ata hay

Ho Na Jay Husan Ki Shan Main Gustakhi Kahin

May 27, 2018

Aeinay Bhi Tumhain Khabar Na Dey Sakain Gay

Aeinay bhi tumhain khabar na dey sakain gay
Aao dekho meri nigahon main kitney haseen ho tum

Aeinay Bhi Tumhain Khabar Na Dey Sakain Gay

Dec 23, 2017

Nazar Nazar Main Hi Dewana Bana Dete Hain

Nazar Nazar Main Hi Dewana Bana Dete Hain
Husn Walon Ki Jhalak Kamal Hoti Hai...

Submitted By: Umer Hayat Saqi

Dec 22, 2017

Gunahgaar Hun Gunahgaron Se Hai Wasta Mera

Gunahgaar Hun Gunahgaron Se Hai Wasta Mera
Parhaiz-Garon Se Main Aksar Parhaiz Karti Hun...

Gunahgaar Hun Gunahgaron

Nov 11, 2017

Hooron Ki Tamanna Nahi Aye Hazrat-E-Waiz

Hooron Ki Tamanna Nahi Aye Hazrat-E-Waiz
Hum Taak Me Hain Jis Ki Wo Parda Nasheen Hai...

Hooron Ki Tamanna

Aug 26, 2017

Hadd Se Barh Kar Haseen Lagte Ho

Hadd Se Barh Kar Haseen Lagte Ho
Jhuti Qasmein Zaroor Khaya Kro...

Hadd Se Barh

Jul 19, 2017

Main Janta To Hun Magar Phir Bhi Chahta Hun

Main Janta To Hun Magar Phir Bhi Chahta Hun
Tu Aaina Dekh Kar Bata Meri Pasand Kesi Hai...

Main Janta To