Showing posts with label Awesome Lines. Show all posts
Showing posts with label Awesome Lines. Show all posts

Dec 5, 2023

Baat Ker Laitay Hain Shayed Koi Hal Mil Jay

 
Baat ker laitay hain shayed koi hal mil jay

Baat ker laitay hain shayed koi hal mil jay
Aaj mushkil hay to kahna mujhay kul mil jay
Ain mumkin hay woh ik rooz mujhay kerlay qabool
Ain mumkin hay mujhay sabar ka phal mil jay!

Dec 4, 2023

Uski Aankhon Main Rakhi Theen Barkatain Rub Ne

 
Uski aankhon main rakhi theen barkatain rub ne!

Uski aankhon main rakhi theen barkatain rub ne!
Us haseen shakhs se wajib tha mohabbat kerna!

Dec 2, 2023

Tu Mujhay Khuwab Main Milta Hay Yahi Kaafi Hay

 
Tu mujhay khuwab main milta hay yahi kaafi hay

Tu mujhay khuwab main milta hay yahi kaafi hay
Main tujhay saamnay daikhon ga to mar jaon ga

Dec 1, 2023

Nadaan Hon, Na Samajh Hon, Be Kaar Hi Samjho

 
Nadaan hon, na samajh hon, be kaar hi samjho

Nadaan hon, na samajh hon, be kaar hi samjho
Dil roota hay hoont hanstay hain, funkaar hi samjho!!!

Samajh Giya Hoon Ke Koi Nahi Samjhay Ga Mujhay

 
Samajh giya hoon ke koi nahi samjhay ga mujhay

Samajh giya hoon ke koi nahi samjhay ga mujhay
So zamanay se main ne guftagu mukhtasir kerli

Nov 30, 2023

Woh Sharartain, Woh Shookiyan, Meray

 
Woh sharartain, woh shookiyan, meray uhd-e-tifal ke qehqahay

Woh sharartain, woh shookiyan, meray uhd-e-tifal ke qehqahay
Kahin kho gye meray raat din, isi  baat ka to malaal hay!

Usko Sunlon To, Sabhi Dard Sukoon Lagtay Hain

 
Usko sunlon to, sabhi dard sukoon lagtay hain

Usko sunlon to, sabhi dard sukoon lagtay hain
Janay kis dhun se woh lafzoon ko ada kerta hay

Nov 29, 2023

Koi Nahi Hay Yahan Aitibaar Ke Qabil

 
Koi nahi hay yahan aitibaar ke qabil

Koi nahi hay yahan aitibaar ke qabil
Kisi ko raaz bataoo gay to maray jao gay!

Nov 28, 2023

Qabristaan No-jawanon Se Bhara Ja Raha Hay

 
Qabristaan no-jawanon se bhara ja raha hay

Qabristaan no-jawanon se bhara ja raha hay
Aur loog sooch rahay hain burdhapay main tauba keraingay!

Mujhay Kuch Is Tareeqay Se Bhi Woh Mumtaaz Kerta Hay

 
Mujhay kuch is tareeqay se bhi woh mumtaaz kerta hay

Mujhay kuch is tareeqay se bhi woh mumtaaz kerta hay
Sabhi logon main bus mujhko nazar andaaz kerta hay!