Showing posts with label Hont shayari. Show all posts
Showing posts with label Hont shayari. Show all posts

Oct 12, 2014

Suna Hai Tum Le Lete Ho Badla Har Baat Ka

Suna Hai Tum Le Lete Ho Badla Har Baat Ka

Azmaenge Kabhi Tere Labon Ko Choom Kar...

Suna Hai Tum Le

Aug 26, 2014

Tishnagi Jam Gayi Pathar Ki Tarha Honton Par

Tishnagi Jam Gayi Pathar Ki Tarha Mere Honton Par

Doob Kar Bhi Tere Darya Se Me Payaasa Nikla...

Tishnagi Jam Gayi

Aug 22, 2014

Choom Leti Hain Latak Kar Kabhi Chehra

Choom Leti Hain Latak Kar Kabhi Chehra Kabhi Lub

Tum Ne Zulfon Ko Bohat Sar Pe Charha Rakha Hai...

Choom Leti Hain

Aug 4, 2014

Hain Hont Us K Kitaabon Me Likhi Tehreeron Jese

Hain Hont Us K Kitaabon Me Likhi Tehreeron Jese

Ungali Rakho To Aagy Parhne Ko Jee Chahta Hai...

Hain Hont Us K

Jun 22, 2014

Sookhe Honton Se Hi Hoti Hain Meethi Batain

Sookhe Honton Se Hi Hoti Hain Meethi Batain

Pyaas Jab Bujh Jaye To Lehje Badal Jate Hain...

Sookhe Honton Se

Jan 3, 2014

Honton Ki Hansi Ko Na Samjh Haqeeqat

Honton Ki Hansi Ko Na Samjh Haqeeqat-e-Zindagi

Dil Me Utar K Dekh Hum Kitne Udaas Hain Tere Bin...

Honton Ki Hansi

Dec 5, 2013

Wo Pila Kr Jaam Labon Se Apni Muhabbat Ka

Wo Pila Kr Jaam Labon Se Apni Muhabbat Ka Mohsin
Ab Kehte Hain K Nashay Ki Aadat Achi Nahi Hoti

Wo Pila Kr Jaam

Dec 3, 2013

Wo Narm Labon Ka Dheery Se Kehna

Ufff... Wo Narm Labon Ka Dheery Se Kehna
Koi Dekh Na Le, Ab Nazar Hata Bhi Lo...

Wo Narm Labon

Oct 25, 2013

Us K Honton Ko Chooma To Ye Ehsas

Us K Honton Ko Chooma To Ye Ehsas Hua,
Ek Paani Hi Zaroori Nahi Piyaas Bujhane K Liye...

Us K Honton Ko Chooma

Sep 22, 2013

Ghazab Ki Hain Farmaishen Is Dil-E-Nadaan

Ghazab Ki Hain Farmaishen Is Dil-E-Nadaan Ki,
Wo Hote, Hum Hote Aur Honton Pe Hont Hote...