Showing posts with label Mother poetery. Show all posts
Showing posts with label Mother poetery. Show all posts

May 10, 2015

Pyar Kehte Hain Kise Mamta Kya Cheez Hai

Pyar Kehte Hain Kise Mamta Kya Cheez Hai
Koi Un Bachon Se Pooche Jin Ki Mar Jati Hai Maa...

Submitted By: Waqas Ali

Par Kya Lage K Ghonslay Se Urh Gaye Sabhi

Par Kya Lage K Ghonslay Se Urh Gaye Sabhi
Wo Phir Akeli Reh Gai Bachon Ko Paal Kar...

Par Kya Lage K

Jan 19, 2015

Reh Na Akar Key

Reh na akar kay
Un say jo chalatay thay
Ungli pakad kay

Mother Love Poetry

By: Dr. Riaz Ahmed

Dec 9, 2012

Aye Maan Mujhe Neend Nahi Aati - Mother Love Poetry

Aye Maan Mujhe Neend Nahi Aati……
Mujhe Apni Aaghosh De Do
Mere Maathe Par Lab Mohabbat Rakh Do
Mujhe Meethi Loori Suna Do
Mere Sare Gham Mita Kar
Apne Seene Ki Thandak Mein Chupa Loo
Aye Maan….!
Muddat Hui Mein Rooya Nahi Hun
Kai Raatein Kat Gayn Mein Sooya Nahi Hun…..

Mother Poem Best in Urdu

Oct 4, 2012

Zindagi Ke Safar Mein, Gardishon Ki - Mother Poetry

Maa-Mothed-Poetry

Maa 2 Line Poetry

Zindagi Ke Safar Mein, Gardishon Ki Dhoop Mein
Jab Koi Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa…

Aug 6, 2012

Kitne Tufaan Mujhe Dekh Ke Rukh Moor Lete Hain - Urdu Poetry

Mother Poetry

Roman Urdu Poetry

Kitne Tufaan Mujhe Dekh Ke Rukh Moor Lete Hain,

Mujh Pe Maa’n, Teri Dua’on Ka Asar Hai Kitna….!

Tufaan= Storms; Dua’on= Prayers

Urdu Poetry

کتنے طوفان مجھے دیکھ کے رخ مور لیتے ہیں،
مجھ  پہ  ماں ،  تیری  دعاؤں  کا  اثر  ہے  کتنا 


Jun 13, 2012

Mujhe Mohabbat hai apne Hathon ki Sabhi Ungliyon se



Mujhe Mohabbat hai apne Hathon ki Sabhi Ungliyon se 'Baasit'
Najaane kis Ungli ko pakar kar Meri Maa ne mujhe Chalna seekhaya...!