Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Dec 16, 2023
Dec 14, 2023
Phir Yoon Howa Ke Hasratain Peroon Main 2
Phir yoon howa ke hasratain peroon main gir pardeen
Phir main nay in ko roond ke qissa khatam ker diya
Dec 13, 2023
Dec 11, 2023
Gham-e-zindagi Tujhay Kiya Kahon
Gham-e-zindagi tujhay kiya kahon
Bus zindagi hi to muhaal hay
Jahan maut itni asaan thi
Wahin ji liya to kamal hay!
Dec 10, 2023
Uljha Ke Rakh Diya Hay Isi Kashmakash Ne Mujhko
Uljha ke rakh diya hay isi kashmakash ne mujhko
Woh aa basa hay mujh main ya main usmain kho giya hoon!
Dec 9, 2023
Dec 8, 2023
Dec 5, 2023
Baat Ker Laitay Hain Shayed Koi Hal Mil Jay
Baat ker laitay hain shayed koi hal mil jay
Aaj mushkil hay to kahna mujhay kul mil jay
Ain mumkin hay woh ik rooz mujhay kerlay qabool
Ain mumkin hay mujhay sabar ka phal mil jay!
Dec 3, 2023
Dil Ki Hasrat Zuban Pe Aanay Lagi
Dil ki hasrat zuban pe aanay lagi
To nay daikha aur zindagi muskuranay lagi
Ye ishq ki intiha thi ya dewangi meri
Har soorat main teri soorat nazar anay lagi
Ab Us Ne Waqt Nikala Hay Haal Sunnay Ko
Tum ne apni aadat laga ker choord diya akaila mujhay aur
Main teri aadat ka qaidi raat bhar soo nahi sakta
Dec 2, 2023
Subscribe to:
Posts(
Atom)