Apr 30, 2017

Ghar Ki Dewaar Se Pehle To Nami Phoot

Ghar Ki Dewaar Se Pehle To Nami Phoot'ti Thi
Phir Meri Aankh Se Manzar Nahi Dekha Jata...

Ghar Ki Dewaar

Ghair Se Tum Ko Bohat Rabt Hai Mana

Ghair Se Tum Ko Bohat Rabt Hai Mana Lekin
Ye Tamasha To Mere Baad Bhi Ho Sakta Tha...

Ghair Se Tum

Apr 29, 2017

Aisa Bichra K Mila Hi Nahi Phir Us Ka

Aisa Bichra K Mila Hi Nahi Phir Us Ka Pata
Haye Wo Shakhs Jo Aksar Mujhe Yaad Ata Hai...

Aisa Bichra K

Dhundo Ge Kahan Mujh Ko Lo Mera Pata

Dhundo Ge Kahan Mujh Ko Lo Mera Pata Le Lo
Ek Qabar Nayi Hogi Ek Jalta Diya Hoga...

Dhundo Ge Kahan

Dua Ki Jiye Me Ro Parun Sahib

Dua Ki Jiye Me Ro Parun Sahib
Dil Zabt Se Kahin Phat Na Jaye...

Dua Ki Jiye

Apr 28, 2017

Apni Nazron Ko Phair Kar Us Ne

Apni Nazron Ko Phair Kar Us Ne
Mere Har Gumaan Ko Yaqeen Kar Dala...

Apni Nazron Ko

Ek Nazar Mur K Dekhne Wale

Ek Nazar Mur K Dekhne Wale
Kya Ye Khairaat Phir Nahi Hogi...

Ek Nazar Mur

Apr 26, 2017

Sajna Je Tu Hasy Dity

Sajna Je Tu Hasy Dity
Dukh V Ache Khasy Dity

Lokan Ne Te Gal E Kiti
Tu Te Khol Khulasy Dity...

Sajna Je Tu

Waqt Azaala Na Kar Saka Jin Ka

Waqt Azaala Na Kar Saka Jin Ka
Log Aise Bhi Hum Ne Khoye Hain...

Waqt Azaala Na

Dil Udaas Ho Chala Tha Bohat

Dil Gustaakh Ho Chala Tha Bohat
Shukar Hai Aap Bewafa Nikle...

Blogger: Waqas Ali