Jul 13, 2023

Khamoshi se jub bhar jaogay

Khamoshi se jub bhar jaogay

 
Khamoshi se jub bhar jaogay
Thora cheekh lo warna mar jaogay

Jub taaluq torna ho tu masroofiyat

Jub taaluq torna ho tu masroofiyat


Jub taaluq torna ho tu masroofiyat 
Logon ka aham bahana ban jati hay

Jul 12, 2023

Nahi ker sakta koi science-daan barabari meri

 
Nahi ker sakta koi science-daan  barabari meri

Nahi ker sakta koi science-daan  barabari meri
Main cycle pe chand daikhne jaya kerta tha.

Sitare tor ke lana tu na mumkin tha woh,

 
Sitare tor ke lana tu na mumkin tha woh

Sitare tor ke lana tu na mumkin tha woh,
Meray haq main koi baat bhi na ker paya

Jul 11, 2023

Waisay woh shakhs meray hisse main ajata agar

Waisay woh shakhs meray hisse main ajata agar

 
Waisay woh shakhs meray hisse main ajata agar
Konsa dunya ke kamoon main khalul perta

Mohtarma, bohat door se aya hoon aap ke pass

Mohtarma, bohat door se aya hoon aap ke pass


Mohtarma, bohat door se aya hoon aap ke pass
Agar ishq nahi kerna to wapsi ka kiraya hi de do 

Jul 10, 2023

Her shakhs yahan dil freib hay

Her shakhs yahan dil freib hay


Her shakhs yahan dil freib hay
Aur her dil freib aik freib hay

Aik tujh se taluq khatam hone ke baad

 
Aik tujh se taluq khatam hone ke baad

Aik tujh se taluq khatam hone ke baad
Maine chun chun ke taluq khatam kiye

Jul 9, 2023

Saans totne se insaan aik bar merta hay

 
Saans totne se insaan aik bar merta hay


Saans totne se insaan aik bar merta hay
Saath totne se insaan bar bar merta hay

Hum se hum kalam hona, tu adb adaab se hona

 Hum se hum kalam hona, tu adb adaab se hona

Hum se hum kalam hona, tu adb adaab se hona
Lehje ki talkhiyon ko hum mun per maar detay hain.