skip to main
|
skip to sidebar
Pages
Home
Contact Us
Privacy Policy
Forum
Add Your Poetry
Urdu Sad Poetry
Menu
Two Lines
Four Lines
Love Poetry
Sad Poetry
Nazam
Ghazal
Add Your Poetry
SMS
Poetry Collection
2 line Urdu poetry
4 line Poetry
Aankhen Shayari
Aansu Shayari
Aarzoo Shayari
Afsoos shayari
Aurat Poetry
Barish Poetry
Bewafa Shayari
chahat shayari
Dard Shayari
Dua Poetry
EID Poetry
Ghazal Shayari
Happy New Year
Heart Touching
Hont shayari
husn poetry
Inspirational poetry
ishq shayari
Larki Shayari
Love Poetry
Mohabbat Poetry
Mother poetery
Motivational poetry
Nazam
Neend shayari
Romantic Poetry
Sad Poetry
Wafa Shayari
Watan Poetry
zeher poetry
Zulm Shayari
SMS
Eid sms
Independence Day Sms
Jumma Mubarak SMS
Nov 15, 2023
Ik Samundar Hay Jo Meray Qabo Main Hay
Ik samundar hay jo meray qabo main hay
Aur ik qatra hay jo mujhse sanbhala nahi jata
Ik umar hay jo beetani hay uske baghair
Aur ik lamha hay jo mujhse guzara nahi jata
Ahsaas Main Hoti Hay Takleef Aksar
Ahsaas main hoti hay takleef aksar
Achay hotay hain woh loog jo kisi ki perwa nahi kertay
Nov 14, 2023
Palkoon Ki Had Ko Toord Ke Daamun Pe Aa Gira
Palkoon ki had ko toord ke daamun pe aa gira
Ik ashk meray sabar ki toheen ker giya....!
Raat Kholay Thay Kuch Puranay Message
Raat kholay thay kuch puranay message
Phir mohabbat mobile main wapis rakhdi !
Nov 13, 2023
Tujh Se Ishq Hogiya Ab Khasara Kaisa
Tujh se ishq hogiya ab khasara kaisa
Darya-e-ishq main jo utar gye ab kinara kaisa
Ik bar jo teray hogye tu bus hogye
Rooz kerna naya istakhara kaisa!!!
Aadat Usay Bhi Hogye Hay Roonay Ki Be Sabab
Aadat usay bhi hogye hay roonay ki be sabab
Mera sa hogiya hay meray gham-khuwaar ka mizaaj
Nov 12, 2023
Tum Per Nafsiyaati Hamla Tumhary Apne Keraingay
Tum per nafsiyaati hamla tumhary apne keraingay
Ghairon ko kiya maloom dil ki deewar kahah se kamzor hay!
Andaaz Mujhko Bhi Aatay Hain Nazar-Andaaz
Andaaz mujhko bhi aatay hain nazar-andaaz kernay ke Ghalib
Per tu takleef se guzray ye mujhko gawara nahi
Nov 11, 2023
Main Ne Mana Ki Main Kuch Bhi Nahi
Main ne mana ki main kuch bhi nahi
Haan magar koi mujh sa bhi nahi!
Itni Kum Zarf Nahi Hoon Ke Wafadar Hone Ka
Itni kum zarf nahi hoon ke wafadar hone ka elaan keron
Mujhay yaqeen hay jo khoayga dhoondta phiray ga
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts( Atom)
Urdu Poets
Ahmed Faraz
Allama Iqbal
Amjad Islam Amjad
Ayub Khawar
Bashir Badr
Bulleh Shah
Daagh Dehlvi
Faiz Ahmed Faiz
Farhat Abbas Shah
Habib Jalib
Haider Ali Aatish
Hasrat Mohani
Mirza Ghalib
Mohsin Naqvi
Nasir Kazmi
Noshi Gilani
Parveen Shakir
Qateel Shifi
Sagar Siddiqui
Sahir Ludhianvi
Tabish Dehlavi
Wasi Shah
Wasif Ali Wasif
Popular Poetry
Mere Ishq De Vich Mashook Na Ho
Mere Paas Se Guzra Mere Haal Tak Na Pocha
Ye Qayaam Kesa Hai Raah Me
Wo Tujh Ko Bhoole Hain To Tujh Pe Bhi Lazim Hai
Parwaaz hai dono ki isi aik Fiza mein - Allama Iqbal Poetry
Powered by
Blogger
.
Subscribe Us to Get Latest Poetry