Dec 30, 2023
Dec 28, 2023
Hasratain Kuch Aur Hain Waqt Ki Altija Kuch Aur Hay
Hasratain kuch aur hain waqt ki altija kuch aur hay
Koon ji saka hay zindagi apni marzi se
Dil chahta kuch aur hay hota kuch aur hay
Dec 26, 2023
Main Tumhain Bataoongi
Main tumhain bataoongi
Nazar andaaz kerna kisi kehtay hain
Masroof hona kiya hota hay
Bezaar kaisay hotay hain
Abhi tum bhaago waqt se do qadam aagay sahi
Murdo gay to bataongi
Mun ke bal girna kisko kehtay hain
Dec 25, 2023
Subscribe to:
Posts(
Atom)