Showing posts with label Azmaish Poetry. Show all posts
Showing posts with label Azmaish Poetry. Show all posts

Jun 25, 2018

Tamanna Ser Bulandi Ki Hamey Bhi Tang Karti Hai

Tamanna Ser Bulandi Ki Hamey Bhi Tang Karti Hai

Tamanna ser bulandi ki hamey bhi tang karti hai
Mager hum dusroun ko rond kar ouncha nahi hotay

Jun 5, 2018

Woh Na Milay To Kiya Howa Yeh Ishq Hai Haves Nahi

Woh na milay to kiya howa yeh ishq hai haves nahi
Main unhi ka tha unhi ka hoon woh mere nahi to na sahi

Woh Na Milay To Kiya Howa Yeh Ishq Hai Haves Nahi



May 15, 2018

Usay Shaq Hai Ke Hum Un Ke Liye Jaan Nahi De Sakty

Usay shaq hai ke hum un ke liye jaan nahi de sakty
Mujhy khof hai ke roye gey woh bohaut hamey azmany key bad

Usay Shaq Hai Ke Hum Un Ke Liye Jaan Nahi De Sakty

Apr 12, 2018

Meri Mohabbatain Bhi Ajeeb Theen

Meri mohabbatain bhi ajeeb theen mera faiz bhi tha kamal per
Kabhi sub kuch mila bina talab kabhi kuch na mila sawal per

Meri Mohabbatain Bhi Ajeeb Theen

Mar 28, 2018

Ek Main Hi Nahi Duniya Ujri Hai Meri

Ek Main Hi Nahi Duniya Ujri Hai Meri
Shararton Se Tanhai Ka Safar Yun Tay Nahi Hua...

Ek Main Hi

Mar 23, 2018

Rehte Hain Gharq Un K Tasawur Main Shab

Rehte Hain Gharq Un K Tasawur Main Shab-O-Roz
Ek Din Humari Jaan Mohabbat Main Jaye Gi...

Rehte Hain Gharq

Ye Bargah-E-Ishq Hai Koi Khanqah Nahi

Ye Bargah-E-Ishq Hai Koi Khanqah Nahi
Yahan Phool Nahi Sar Charhaye Jate Hain...

Ye Bargah-E-Ishq

Mar 22, 2018

Kon Se Dukh Ki Karen Bat K Dil Ka Darya

Kon Se Dukh Ki Karen Bat K Dil Ka Darya
Itni Tughyani Ki Zad Par Hai K Kuch Yad Nahi...

Kon Se Dukh

Mar 21, 2018

Chal Chor De Ye Jazbaat Saqi

Chal Chor De Ye Jazbaat Saqi
Ab Badal Gaye Halaat Saqi

Tu Jane Kya Kuch Sochta Tha
Ab Samjha Apni Okat Saqi

Ye Ishq Awaara Panchi Hai
Nahi Is Ki Koi Zaat Saqi

Jis Par Tha Mujhe Aitbaar Bohat
Wo Chor Gaya Mera Hath Saqi

Na Jane Kab Tak Tarpaye Ga
Tu Har Pal, Har Din Raat Saqi

Dil Khoon K Aansoo Rota Hai
Nahi Karta Jab Tu Baat Saqi...

Submitted By: Umer Hayat Saqi

Mar 20, 2018

Afatain Mere Ta'aqub Me Hi Kiun Rehti Hain

Afatain Mere Ta'aqub Me Hi Kiun Rehti Hain
Me Kisi Ka Bhi Bura Chahne Wala To Nahi...

Submitted By: Rashid Qayoum Ansar

Afatain Mere Ta'aqub