Showing posts with label Ahmed Faraz. Show all posts
Showing posts with label Ahmed Faraz. Show all posts

Nov 18, 2014

Charagh Jalana To Purani Rasmain Hain

Charagh Jalana To Purani Rasmain Hain Faraz

Ab To Tere Sheher K Log Insan Jala Dete Hain...

Charagh Jalana To

Mar 20, 2014

Sajdon Me Guzaar Dun Apni Sari Zindagi

Sajdon Me Guzaar Dun Apni Sari Zindagi Faraz

Ek Bar Wo Keh De K Mujhe Duaon Se Mang Lo...

Sajdon Me Guzaar

Apr 3, 2013

Hum Neend Ke Ziada Shoqeen To Nahi ‘Faraz’

Hum Neend Ke Ziada Shoqeen To Nahi ‘Faraz’,
Kuch Khwab Na Dekhain To Guzara Nahi Hota…!

Faraz-Neend-Shayari

Jan 2, 2013

Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain - Ahmed Faraz

Us Se Milne Ko Kabhi Hum Jo Machal Jate Hain
To Khayalon Mein Bohat Door Nikal Jate Hain 
machal: hyper;   
Gar Mohabbat Mein Sadaqat Bhi Ho, Shiddat Bhi
Phir To Ehsaas Hai Pather Bhi Pighel Jate Hain 
  Sadaqat: truth; Shiddat: Intensity; Pighel: melt; 
Us Ki Aankhon Ke Nashe Mein Hon Jab Se Dooba
Larkharate Hain Qadam Sanbhal Jate Hain 
Larkharate: Floundering; Qadam: Steps;    
Bewafa Ka Jab Bhi Mujhe Khayal Aata Hai
Ashk-E-Aankhon Se Rukhsaar Bhi Pighel Jate Hain 
  Ashk: Tears; Rukhsaar: Cheeks;
Piyar Mein Aik Hi Mausam Hai Baharon Ka ‘Faraz’
Loog Mausam Ki Tarhan Kese Badal Jate Hain

Faraz

Dec 26, 2012

Yun Hi Mausam Ki Ada Dekh Kar Yaad Aya Hai

Yun Hi Mausam Ki Ada Dekh Kar Yaad Aya Hai,
Kis Qadar Jaldh Badal Jaty Hain Insaan Janan…

Season Sad Poetry

Nov 7, 2012

Kisi Bewafa Ki Khatir Ye Janoon-e-Faraz Kab Tak

Janoon-Faraz-Shayari

Kisi Bewafa Ki Khatir

Kisi Bewafa Ki Khatir Ye Janoon-e-Faraz Kab Tak?
Jo Tumhein Bhula Chuka Hai, Usy Tum Bhi Bhool Jao…

Aug 31, 2012

Tamam Umer Usi Ke Khayal Mein - Faraz Poetry

Urdu Shayari - Faraz Sad Poetry

Tamam Umer Usi Ke Khayal Mein Guzri 'Faraz'
Mera Khayal Jise Umer Bhar Nahi Aaya....


Jul 22, 2012

Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo - Faraz Poetry

Roman Urdu

Mohabbat Kar Sakte Ho To Khuda Se Karo 'Faraz'
Mitti Ke Khilonon Se Kabhi Wafa Nahi Milti....

Urdu

محبت کر سکتے ہو تو خدا سے کرو فراز
مٹی کے کھلونوں سے کبھی وفا نہیں ملتی 


Jun 19, 2012

Yeh Mohabbat bhi hai kia Rog 'Faraz',


Yeh Mohabbat bhi hai kia Rog 'Faraz',
Jisko bhoolay wo sada yaad aaya...!

by: Ahmed Faraz

May 28, 2012

Kuch Mohabbat ka Nasha pehle - Ahmed Faraz Poetry

Kuch Mohabbat ka Nasha pehle ham ko Tha Faraz
Dil jo Toota to Nashe se Mohabbat Ho gai....!