Showing posts with label Deewana Poetry. Show all posts
Showing posts with label Deewana Poetry. Show all posts

Nov 2, 2013

Ache Hain Is Qadar K Bhulaye Nahi

Ache Hain Is Qadar K Bhulaye Nahi Jate,
Kuch Log Dharkano Me Dharkte Hain Umer Bhar...

Ache Hain Is Qadar K

Oct 26, 2013

Auron Se Bhi Hai Mujhe Rabt Thora Sa

Auron Se Bhi Hai Mujhe Rabt Thora Sa Magar,
Tujhse Hain Jo Silsilay Intiha K Hain...

Auron Se Bhi Hai Mujhe

Oct 20, 2013

Ye Jo Her Morr Pe Aa Milti Hai

Ye Jo Her Morr Pe Aa Milti Hai Mujhse,
Bad-Naseebi Bhi Kahin Meri Deewani To Nahi...

Ye Jo Her Morr Pe Aa

Oct 16, 2013

Aik Wo Jo Nazar Andaaz Karta Hai

Aik Wo Jo Nazar Andaaz Karta Hai Mujh Ko,
Ek Main Hun K Dil-o-Jaan Se Dewana Us Ka...

Aik Wo Jo Nazar Andaaz

Sep 30, 2013

Is Daur Main Ehsaas-E-Wafa Dhoondny

Is Daur Main Ehsaas-E-Wafa Dhoondny Walo,
Sehraa Main Kahan Milte Hain Deewano K Saaye...

Is Daur Main Ehsaas-E-Wafa

Sep 22, 2013

Sapurd-E-Khaak Kr Dala Teri Aankhon Ki

Sapurd-E-Khaak Kr Dala Teri Aankhon Ki Masti Ne,
Hazaaron Saal Jee Lete Agar Tera Deedar Na Hota...

Sapurd-E-Khaak Kr Dala Teri Aankhon Ki Masti Ne

Jan 29, 2012

Terey Chahne Wale Mujhey Achey Nahi Lagtay

Tumharey Chand Se Chehrey Pey Gham Achey Nahi Lagtey,,

Humein Keh Do K Chaley Jao, Jo Hum Achey Nahi Lagtey,,

Humein Wo Zakham Do Jo Sari Umer Na Bhar Paye,,

Jo Jaldi Bhar K Mit Jayen Wo Zakham Achey Nahi Lagtey,,

Tumhein Her Ghazal Mein Likhna Mera Dastoor Hai Lekin,,

Sari Mehfil Mein Terey charchey Humein Achey Nahi Lagtey,,

Main Chahat Ki Us Manzil Pe Aa Pohancha Hon
K

Terey Chahne Wale Mujhey Achey Nahi Lagtay...!!



Tags: chand, poetry, ghazal, sad poetry, romantic poetry, urdu poetry,urdu romantic poetry,deewana poetry,kitaab poetry,mehboob petry

Jan 28, 2012

Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga poetry


Unke Hontho Pe Mera Naam Jab Aya Hoga..
Khudko Ruswayi Se Phir Kaise Bachaya Hoga..

Sun ke Fasana Auro Se Merii Barbadi Ka..
Kya Unko Apna Sitam Na Yaad Aya Hoga??


Kabhi Sawaal Dil Mein Le Kar Jawaab Dhondne Nikla Tha Poetry


Kabhi sawaal Dil mein 
le kar jawaab 
Dhondne Nikla tha.... 

Main Be'wafaon ki
Basti se wafa
Dhondne Nikla tha......

Kya ajab silsala tha
un ki muskarahton
ka.....

Main un
Muskurahaton par
jaaN Denay Nikla
tha.......

Kya andaaz tha us
ki Mehkti houi
chahton
ka.......

Jin chahtoon pr
main sb kuch
" Qurbaan "
karny Nikla
tha.........

Jab thokar lagi to
ye khayal aaya

K

Main apni hi zindagi
Bar'baad
karne
Nikla tha.'