Showing posts with label Dhoop. Show all posts
Showing posts with label Dhoop. Show all posts

Jan 26, 2018

Nahi Jal Rahe The Diye Jahan

Nahi Jal Rahe The Diye Jahan
Wahan Mene Ankhen Jalai Hain
Jahan Dhoop Tez Thi Door Tak
Wahan Mene Palkain Bichai Hain...

Nahi Jal Rahe

May 14, 2014

Zindagi Teri Haqeeqat Ki Haqeeqat Ye Hai

Zindagi Teri Haqeeqat Ki Haqeeqat Ye Hai

Tere Guftaar Me Chaaon Tere Kirdaar Me Dhoop...

Zindagi Teri Haqeeqat

Jan 14, 2014

Is Zindagi K Saraab Me Humein Apna Aap

Is Zindagi K Saraab Me, Humein Apna Aap Mila Nahi

Chale Raat Bhar, Chale Dhoop Me Magr Manzilon Ka Pata Nahi...

Is Zindagi K

Nov 16, 2013

Jal Jao Khamoshi Se Kari Dhoop Main

Jal Jao Khamoshi Se Kari Dhoop Main Lekin
Apno Se Kabhi Saya-e-Deewar Na Maango...

Jal Jao Khamoshi Se

Jul 8, 2012

Kabhi dekh dhoop me khary tanha shajar ko - 2 line urdu poetry

Kabhi dekh dhoop me khary tanha shajar ko - 2 line urdu poetry

Kabhi dekh dhoop me khary tanha shajar ko,
Aisy jalte hain wafaon ko nibhane waly......!



Mar 4, 2012

Khuli Dhoop Ka Musaafir

Ab bhalaa chhor ke ghar kyaa karte,
Shaam ke waqt safar kyaa karte...

Teri masrufiyaten jaante the,
Apne aane ki Khabar kyaa karte...

Jab sitaare hi nahin mil paaye,
Le ke ham shams-o-Qamar kyaa karte...

Wo musaafir hi khuli dhoop kaa tha.!
Saaye phailaa ke shajar kyaa karte...

Khaak hi aval-o-aakhir thahri..!
Kar ke zare ko gauhar kyaa karte...