Showing posts with label Sard Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sard Poetry. Show all posts

Jun 1, 2017

Ab Jis K Jee Me Aye Wohi Roshni Paye

Ab Jis K Jee Me Aye Wohi Roshni Paye
Humne To Dil Jala K Sar-e-Aam Rakh Diya...

Ab Jis K

May 23, 2017

Dil Sulagta Hai Tery Sard Rawaiye Se Qateel

Dil Sulagta Hai Tery Sard Rawaiye Se Qateel
Dekh Is Barf Ne Kya Aag Laga Rakhi Hai...

Dil Sulagta Hai

Jan 30, 2017

Ye Sard Shamain Bhi Kis Qadar Zaalim Hain

Ye Sard Shamain Bhi Kis Qadar Zaalim Hain
Bazahir Sard Hoti Hain Magar In Main Dil Sulagta Hai...

Ye Sard Shamain

Dec 1, 2016

Thandi Thandi Hawa Chal Pari Humary Veerany

Thandi Thandi Hawa Chal Pari Humary Veerany Main
Andaaz Bara Zalim Hai December Tere Any Ka...

Submitted By: Faisal Rehman

Thandi Thandi Hawa

Mar 15, 2015

Humein Is Sard Mosam Me Teri Yadein Satati Hain

Humein Is Sard Mosam Me Teri Yadein Satati Hain
Tumhe Ehsas Hone Tak Ye Mosam Beet Jaye Ga...

Humein Is Sard Mosam

Jan 26, 2015

Sogwar Lamhon K Raag Jesi Hoti Hai

Sogwar Lamhon K Raag Jesi Hoti Hai
Sardiyon Ki Barish To Aag Jesi Hoti Hai...

Sogwar Lamhon K

Dec 27, 2014

Chalo Acha Hua Ye Dhund Parne Lagi Warna

Chalo Acha Hua Ye Dhund Parne Lagi Warna

Door Tak Takti Thi Us Ko Ankhain...

Chalo Acha Hua

Dec 25, 2014

December Aaj Bhi Apne Asasay Sath Laya Hai

December Aaj Bhi Apne Asasay Sath Laya Hai

Wohi Taiwar, Wohi Afsurdagi Aur Sard Sa Lehja...

December Aaj Bhi

Dec 19, 2014

Humein Is Bar Mat Dena Naya Unwan Yaadon Ka

Humein Is Bar Mat Dena Naya Unwan Yaadon Ka

Abhi Pichle December Ki Kayi Yaadein Baqaya Hain...

Humein Is Bar Mat

Oct 31, 2014

Sard Mosam Ki Garm Yadon Se Dil Jane Kiun Phat Sa

Sard Mosam Ki Garm Yadon Se Dil Jane Kiun Phat Sa Jata Hai

Us La-Jawab Bewafa Se Mohabbat Aj Bhi Karte Hain Hum...

Sard Mosam Ki Garm