Nov 28, 2017

Kisi Ne Na Suni Ek Dewany Ki Sada

Kisi Ne Na Suni Ek Dewany Ki Sada
Sada-E-Loo Me Thi Ek Parwany Ki Baqa
Baqa-E-Yaar Ki Khatir Sada De Deta Magar
Wisaal-E-Yaar Ki Khatir Thi Ek Khamosh Fiza
Khamosh Rehna To Bus Ek Bahana Tha
Wisaal-E-Yaar Tha Phir Bichar Jana Tha
Is Milne Aur Bicharny Ki Kahani Main
Loo Dewani Thi Aur Yaar Parwana Tha...

Submitted By: Adnan Ali Cheema

Nov 27, 2017

Aik Hi Samjhne Wala Tha Mujhe

Aik Hi Samjhne Wala Tha Mujhe
Haye Wo Bhi Samajhdar Ho Gaya...

Aik Hi Samjhne

Aziyat Ka Ye Maqam Bhi Darpaish Hai Ab

Aziyat Ka Ye Maqam Bhi Darpaish Hai Ab
Sehna Bhi Dard Hai, Kehna Bhi Kuch Nahi...

Aziyat Ka Ye

Aur Bhi Khali Hain Duniya Me Thikany Lakhon

Aur Bhi Khali Hain Duniya Me Thikany Lakhon
Us Se Keh Do K Meri Zaat Se Bahir Nikle...

Aur Bhi Khali

Nov 26, 2017

Jab Hui Maloom Asliyat Us Ki

Jab Hui Maloom Asliyat Us Ki
Mujhe Apne Intakhab Pe Rona Aya...

Jab Hui Maloom

November Ki Haseen Raten Zameen Par Jab Utarti

November Ki Haseen Raten Zameen Par Jab Utarti Hain
Mere Chote Se Kamray Me Tere Iqrar Rote Hain...

November Ki Haseen

Neend Ai Na Rat Bhar Mujh Ko

Neend Ai Na Rat Bhar Mujh Ko
Khawab Bethe Rahe Qataron Me...

Blogger: Waqas Ali

Nov 25, 2017

Rat Ko Uth Na Saka Darwazy Ki Dastak Par

Rat Ko Uth Na Saka Darwazy Ki Dastak Par
Subha Bohat Roya Pairon K Nishan Dekh Kar...

Rat Ko Uth

Ab K Toota Hai To Kuch Chain Se Betha Hai Zara

Ab K Toota Hai To Kuch Chain Se Betha Hai Zara
Warna Is Dil Ne Dikhaye The Tamashy Kya Kya...

Blogger: Waqas Ali

Nov 24, 2017

Khushi Se Kon Apni Chahaton Ka Qatal Karta Hai

Khushi Se Kon Apni Chahaton Ka Qatal Karta Hai
Tumhari Bhi Yaqeenan Koi Majburi Rahi Hogi...

Submitted By: Poswal

Khushi Se Kon