Jun 24, 2018

Yoon Kehnay Ko Hum Barday Khush Mizaaj

Yoon Kehnay Ko Hum Barday Khush Mizaaj

Yoon kehnay ko hum barday khush mizaaj hain Muhsin
Rula deti hay kisi kay piyar ki hasrat kabhi kabhi

Buzdil Hain Wo Loog Jo Muhabbat Nahi Kertay


Buzdil hain wo loog jo muhabbat nahi kertay
Bohaut hosla chahyeah berbad honay kay liyay

Muhabbat Jeet Jay Gi Agar Tum Maan Jao Tu

Muhabbat Jeet Jay Gi Agar Tum Maan Jao Tu

Muhabbat jeet jay gi agar tum maan jao tu
Meray dil main tumheen tum ho agar tum jao tu

Woh Meri Zaat Ki Sub Say Bardi Tamanna Thi

Woh Meri Zaat Ki Sub Say Bardi Tamanna Thi

Woh meri zaat ki sub say bardi tamanna thi
Kaash woh mera hota meray naam ki tarah

Jun 23, 2018

Mana Ke Tujh Se Dooriyan Kuch Ziyada

Mana Ke Tujh Se Dooriyan Kuch Ziyada

Mana ke tujh se dooriyan kuch ziyada he bardh gyeen
Per teray hissay ka waqt aaj bhi tanha guzarta hay

Luta Ker Her Cheez Manzil-E-Ishq Ki Talaash Main

Luta Ker Her Cheez Manzil-E-Ishq Ki Talaash Main

Luta ker her cheez manzil-e-ishq ki talaash main
Main huns perdta hoon khud ko nakaam daikh ker

Main Tumhain Chaand Kahoon Ye Mumkin

Main Tumhain Chaand Kahoon Ye Mumkin

Main tumhain chaand kahoon ye mumkin tu hay magar
Loog tumhain raat bhar daikhain ye mujhay gawarah nahi

Bohat Rooka Dil Ko Magar Kahan Tuk Rookta

Bohat Rooka Dil Ko Magar Kahan Tuk Rookta

Bohat rooka dil ko magar kahan tuk rookta
Muhabbat bardhti gayee tumharay nakhroon ki tarah

Jun 22, 2018

Muhabbat Kabhi Khatum Nahi Hoti Sirf Bardhti Hay

Muhabbat Kabhi Khatum Nahi Hoti Sirf Bardhti Hay

Muhabbat kabhi khatum nahi hoti sirf bardhti hay
Ya tu sukoon ban ker ya phir dard ban ker

Ye Tum Ko Weham Hay Ke Aghaz-E-Guftagoo

Ye Tum Ko Weham Hay Ke Aghaz-E-Guftagoo

Ye tum ko weham hay ke aghaz-e-guftagoo hum kerain gay Wasi
Hum jo khud sy rooth jain tu sadiyoon khamoosh rehtay hain