Showing posts with label Ahmed Faraz Poetry. Show all posts
Showing posts with label Ahmed Faraz Poetry. Show all posts

Feb 5, 2015

Mera Us Sheher-e-Adawat Me Baseraa Hai

Mera Us Sheher-e-Adawat Me Baseraa Hai Jahan
Log Sajdon Me Bhi Logon Ka Bura Sochte Hain...

Mera Us Sheher

Nov 25, 2014

Ab Is Duniya Me Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala

Ab Is Duniya Me Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz

Log Kehte Hain Meri Aankhon Me Us Ka Chehra Nazar Ata Hai...

Ab Is Duniya Me Koi

Khud Ko Chuntay Hue Din Sara Guzar Jata Hai

Khud Ko Chuntay Hue Din Sara Guzar Jata Hai Faraz

Phir Hawa Shaam Ki Chalti Hai To Bikhar Jata Hun...

Khud Ko Chuntay

Nov 18, 2014

Charagh Jalana To Purani Rasmain Hain

Charagh Jalana To Purani Rasmain Hain Faraz

Ab To Tere Sheher K Log Insan Jala Dete Hain...

Charagh Jalana To

Apr 2, 2014

Mere Marne Pr Sab Khush Honge Faraz

Mere Marne Pr Sab Khush Honge Faraz

Sirf Ek Tanhai Roegi K Mera Hamsafar Chal Basa...

Mere Marne Pr Sab

Mar 20, 2014

Sajdon Me Guzaar Dun Apni Sari Zindagi

Sajdon Me Guzaar Dun Apni Sari Zindagi Faraz

Ek Bar Wo Keh De K Mujhe Duaon Se Mang Lo...

Sajdon Me Guzaar

Dec 17, 2013

Nikalna Khald Se Aadam Ka Sunte Aye Hain

Nikalna Khald Se Aadam Ka Sunte Aye Hain Lekin
Bohat Be-Abroo Ho Kr Tere Koochy Se Nikle Hain...

Nikalna Khald Se

Nov 23, 2013

Log Pathar K But-on Ko Pooj Kar Bhi

Log Pathar K But-on Ko Pooj Kar Bhi Masom Rahe Faraz
Hum Ne Ek Insaan Ko Chaha Aur Gunahgaar Ho Gaye...

Log Pathar K But-on

Oct 30, 2013

Rooth Jane Ki Adaa Hum Ko Bhi Aati Hai

Rooth Jane Ki Adaa Hum Ko Bhi Aati Hai Faraz,
Kaash Hota Koi Hum Ko Bhi Manany Wala...

Rooth Jane Ki Adaa

Sep 29, 2013

Ghum-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha

Ghum-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi
Chalay Aao K Duniya Se Ja Raha Hai Koi

Koi Azal Se Keh Do K Ruk Jaye Do Ghari
Suna Hai Aanay Ka Wada Nibha Raha Hai Koi

Wo Is Naaz Se Baithay Hain Lash K Paas
Jese Roothy Hue Ko Mana Raha Hai Koi

Palat Kar Na Aa Jaye Phir Sans Nabzon Main
Itne Haseen Hathon Se Maiyat Saja Raha Hai Koi...

Ghum-E-Hayaat Ka Jhagra