Showing posts with label Chand Raat Poetry. Show all posts
Showing posts with label Chand Raat Poetry. Show all posts

Oct 10, 2023

Aur Phir Chaand Ne Bhi Mujhse Ye Sawaal Poocha Kahan

 
Aur phir chaand ne bhi mujhse ye sawaal poocha kahan

Aur phir chaand ne bhi mujhse ye sawaal poocha kahan
Giya woh shakhs jiski mujhse barabari kerta tha

Jul 12, 2023

Nahi ker sakta koi science-daan barabari meri

 
Nahi ker sakta koi science-daan  barabari meri

Nahi ker sakta koi science-daan  barabari meri
Main cycle pe chand daikhne jaya kerta tha.

Dec 16, 2018

Chandni Raat, Dhalti Shaam, Patjhar Aur December

Chandni Raat, Dhalti Shaam, Patjhar Aur December

Chandni raat, dhalti shaam, patjhar aur December
Sabhi ik qiyamat hain, intizaar ke maron per


Aug 21, 2018

Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

Loog takte hi rahay aasmaanon main
Hum ne zulfoon main chand daikha hay

Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

Kitni mushkil se falak per nazar aata hay
Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay

Chand Eid Ka Dilkash Hay Maanta Hoon


Chand eid ka dilkash hay maanta hoon
Husn-e-janan se magar haar jay ga

Din Bher Khafa Thi Mujh Se Magar Chaand Raat Ko


Din bher khafa thi mujh se magar chaand raat ko
Mehandi se mera naam likha us ne haath per