Showing posts with label EID Poetry. Show all posts
Showing posts with label EID Poetry. Show all posts

Aug 21, 2018

Chand Eid Ka Dilkash Hay Maanta Hoon


Chand eid ka dilkash hay maanta hoon
Husn-e-janan se magar haar jay ga

Din Bher Khafa Thi Mujh Se Magar Chaand Raat Ko


Din bher khafa thi mujh se magar chaand raat ko
Mehandi se mera naam likha us ne haath per

Jun 19, 2018

Ye Eid Bhi Guzar Gyee Hay Aakhir

Ye Eid Bhi Guzar Gyee Hay Aakhir

Ye Eid bhi guzar gyee hay aakhir!
Magar un jinaab ki khabar tuk nahi

Guzar Gayi Ye Eid Bhi Gham-E-Zindagi Ki Tarhaa,

Guzar Gayi Ye Eid Bhi Gham-E-Zindagi Ki Tarhaa,

Guzar gayi ye Eid bhi gham-e-zindagi ki tarhaa,
Hota jo koi apni apna to ham bhi khushyaan manatey. .

Waqt Tera Bhi, Waqt Mera Bhi Guzar Giya

Waqt Tera Bhi, Waqt Mera Bhi Guzar Giya

Waqt tera bhi, waqt mera bhi guzar giya
Bus kisi ki Eid guzri koi Eid per guzar giya

Jis K Bagair Sham Guzri Na Thi Kabhi..

Jis K Bagair Sham Guzri Na Thi Kabhi..

Jis K Bagair Sham Guzri na thi kabhi.. 
Us K Bagair Eid Guzar gayi !!

Jun 17, 2018

Mehak Uthi Hay Faza Peer Hun Ki Khushboo Se


 Mehak uthi hay faza peer hun ki khushboo se
Chaman diloon ko khilanay ko Eid ayee hay

Eid Pe Sub Kuch Hoga, Sub Loog Hongay....

Eid Pe Sub Kuch Hoga, Sub Loog Hongay....

Eid pe sub kuch hoga, sub loog hongay....
Lakin kahan se dhoond ke laoon wo bichrday howay loog?

Wallah Jub Pehnay Gi...Woh Eid Ka Jorda

Wallah Jub Pehnay Gi...Woh Eid Ka Jorda

WAllah jub pehnay gi..........woh eid ka jorda
Humari chordo mazloom ayeenay pe kia guzray gi

Teri Deed Jis Ko Naseeb Hay Wo Deed Qabil-E-Deed Hay

Teri Deed Jis Ko Naseeb Hay Wo Deed Qabil-E-Deed Hay 

Teri deed jis ko naseeb hay wo deed qabil-e-deed hay
Tujhay soochna meri chand raat, tujhay daikhna meri eid hay...!