Meri Zindagi Bhi Is Qabristaan Ki Tarah Hay
Meri zindagi bhi is qabristaan ki tarah hay Jahan loog tu bohat hain magar apna koi nahi
Meri zindagi bhi is qabristaan ki tarah hay Jahan loog tu bohat hain magar apna koi nahi
Phir kahin bhi panah nahi milti Mohabbat jub be panah ho jaay
Aa daikh meri aankh ke bheegay howe mausam Ye kis ne keh diya ke tujhay bhool gyee hum!
Shaam hotay hi charaagon ko bujha daita hoon Dil hi kaafi hay teri yaad main jalne ke liyay
Tumhara dabdaba loogon yahan sirf zindagi tuk hay Kisi ki qabar ke andar zameendaari nahi chalti!
Mana ke raat bohat ho chuki, sonay ka waqt hy Per kiya keroon qalam se utarne ko khialaat baaqi hain
Is se humara no phir kabhi rabta hoga Gr hoga to beech zameen-o-aasman ka faasla hoga
Sabar kerne pe aoon to mur ker bhi na daikhon Tum ne daikha hi nahi abhi mera pathar hona!
Ye jo doobi hain meri aankhain ashkon ke darya main Ye matti ke insaano per bharosay ki saza hay
Tujhse Moo Kis Tarah Modta.. Pyaar Tera Meri Aur Tha.. Gair Samjha Mujhe Umr Bhar.. Uska Bhi Ek Ajab Daur...