Aj Bohaut Dukh Ho Raha Hay Haal-E-Zindagi Per
Aj bohaut dukh ho raha hay haal-e-zindagi per Kaash us se hud main reh ker mohabbat ki hoti
Aj bohaut dukh ho raha hay haal-e-zindagi per Kaash us se hud main reh ker mohabbat ki hoti
Un ki aankhoon main nazar aata hay sara jahan mujhko Afsoos ke un ki aankhon main kabhi khud ko nahi...
Mohabbat main yehi khoof kyun musallat rahta hai Kahin mere siwa koi aur to aziz nahin usey
Ab tujh pe apne qemti alfaz nahi ware gey Ab tujhy acha hoon haan keh ke mare gey
Her koi pochta hai karte kiya ho tum Jesy mohabbat koi kaam hi nahi hai
Naseeb walon ko hoti hai wafa naseeb Hum khud hi bad naseeb to mohabbat ka kiya kasoor
Begana hum ne to nahi kiya kisi ko apne se Jis ka dil bharta gya woh chorta gya