Bohat Sooch Ker Soocha Hay Kinarah Ker Liya Jay
Bohat sooch ker soocha hay kinarah ker liya jay Faqaq teri yadoon per guzara ker liya jay Aik woh bhi...
Bohat sooch ker soocha hay kinarah ker liya jay Faqaq teri yadoon per guzara ker liya jay Aik woh bhi...
Tujhay kiya lagta hay mujhay teri yaad nahi aati Pagal koi apni barbaadi ko bhi bhool sakta hay
Dhaaga bhi darakht per baandh ker daikha Sookh giya darakht magar woh mera na hosaka
Tum ne apni aadat laga ker choord diya akaila mujhay aur Main teri aadat ka qaidi raat bhar soo nahi...
Zid pe ajaoon to mur ker bhi na daikhon! Tum ne daikha hi nahi mera pathar hona
Kis qadar azziyyat hay zara soocho tu Jis ne milna hi nahi uski tammanna kerna
Ab is ke baad koi raabta na hoga Ye baat taeh hay magar sawaal dard ka hay!
Abhi umeed baaqi hay ke bicharda howa ik shakhs Kisi bhi moor pe aaker mujhay hairaan kerdayga!
Kisi ke pass hay woh saray ka sara Meray pass bus aik tasweer hay uski!
Roh main shamil hay faqat nus nus main nahi Woh ik shakhs jo meri – dastaras main nahi!