Zid Pe Ajaoon To Mur Ker Bhi Na Daikhon
Zid pe ajaoon to mur ker bhi na daikhon! Tum ne daikha hi nahi mera pathar hona
Zid pe ajaoon to mur ker bhi na daikhon! Tum ne daikha hi nahi mera pathar hona
Kis qadar azziyyat hay zara soocho tu Jis ne milna hi nahi uski tammanna kerna
Ab is ke baad koi raabta na hoga Ye baat taeh hay magar sawaal dard ka hay!
Abhi umeed baaqi hay ke bicharda howa ik shakhs Kisi bhi moor pe aaker mujhay hairaan kerdayga!
Kisi ke pass hay woh saray ka sara Meray pass bus aik tasweer hay uski!
Talaash ker na sako gay phir mujhay wahan jaa ker Ghalat samajh ker jahan tum ne khodiya tha mujhay
Kabhi pooch ker daikh humse apni yadoon ka aalam Saari raat sitaroon se tera zikar kiya kertay hain
Aaj teri yaad aye tu ehsaas howa utar Jain jo dil main woh bhulae nahi jatay
Qatra qatra kerkay pighalti rahi intizaar-e-zeest Woh kerain gay hum se raabta shayed aaj shayed aaj
Terey baad jo howa hay woh haal ye hay Main sanwar bhi jaoon to bikhra sa lagta hoon