Teri Aankhon Ki Kashish Kaisay Tujhay Samajhaon
Teri aankhon ki kashish kaisay tujhay samajhaon In charaghon ne meri neend urda rakhi hay!!!
Teri aankhon ki kashish kaisay tujhay samajhaon In charaghon ne meri neend urda rakhi hay!!!
Teri maasoom nigaahon ke taqaddus ki qasam Dil ne tu kiya rooh ne bhi tujh se mohabbat ki hay
Aa daikh meri aankh ke bheegay howe mausam Ye kis ne keh diya ke tujhay bhool gyee hum!
Ye jo doobi hain meri aankhain ashkon ke darya main Ye matti ke insaano per bharosay ki saza hay
Isi umeed pe aankhon main jhankta hon main Kahin mil jay woh samundar jo mujhko lay doobay
Us ki dard bhari aankhoon ne jis jaga kaha tha alwida Aaj bhi waheen khara hay dil uske aane ke...
Tumhari ik nigah se qatal ho jatay hain loog Ik nazar hum ko bhi daikho ke zindagi achi nahi lagti
Un ki aankhoon main nazar aata hay sara jahan mujhko Afsoos ke un ki aankhon main kabhi khud ko nahi...
Kisi din bitha ke pochain gay teri ankhon se Kis ne sikhaya hay inhain her dil main utar jana
Kiya kashish thi us ki aankhon main mut pocho Mujh se mera dil lar para mujhay woh shakhs chahyeah