Us Ne Husan Ki Tareef Maangi Thi Mujh Se
Us ne husan ki tareef maangi thi mujh se Main ne usay aaina dikha diya!!
Us ne husan ki tareef maangi thi mujh se Main ne usay aaina dikha diya!!
Teray chehre ke naqsh aise hain Nazar uthata hoon, bhatak jata hoon
Mohabbat kay jaal main phansa ker Pholoun sey mara gya mujhy
Ho na jay husan ki shan main gustakhi kahin Tum chalay jao ke tumhain daikh ker piyar ata hay
Khuda janay konsi kasar reh gyee usay chahney main Ke wo jaan hi na paee ke meri jaan hay wo
Zindagi youn bhi kum hai mohabbat ke liye Youn routh ke waqt ganwane ki zarorat kiya hai
Firdos ki hoorain bhi kiya kamal hon gi Nazir Per ye dil-e-kafir dunya ki hooron sey bhara kub hey
Le de ke wohi shakhs hai is sheher mein apna Duniya Kahin usko bhi samajhdaar na kar de
Perwa nahi agr ye zamana khafa rahay Momin dua ye maang, khuda maherban rahay
Guzri howi zindagi ko kabhi yaad na kr Taqdeer main jo nahi likha uski faryad na kr Jo ho ga...