Category: Yaad Shayari
Hum Bhi Khamoosh Reh Ker Tujh Ko Aazmaingay
Hum bhi khamoosh reh ker tujh ko aazmaingay Daikhtay hain ab hum tujhko kub yaad aaingay
Apne guzre howe ayam se nafrat hay mujhay
Apne guzre howe ayam se nafrat hay mujhay Apni be kar tamannaon pe sharminda hon main
Is tarah yaad aa ker be chain na kiya kero
Is tarah yaad aa ker be chain na kiya kero Aik ye hi saza kafi hay ke pass nahi ho...
Aa Daikh Meri Aankh Ke Bheegay Howe Mausam
Aa daikh meri aankh ke bheegay howe mausam Ye kis ne keh diya ke tujhay bhool gyee hum!
Shaam Hotay Hi Charaagon Ko Bujha Daita Hoon
Shaam hotay hi charaagon ko bujha daita hoon Dil hi kaafi hay teri yaad main jalne ke liyay
Abhi Tuk Yaad Ker Rahay Ho, Pagal Ho Tum Qasam Se
Abhi tuk yaad ker rahay ho, pagal ho tum qasam se Us ne to teray baad bhi, hazaroon bhula diyay
Abhi Tuk Yaad Ker Rahay Ho Pagal Ho Tum Qasam Se
Abhi tuk yaad ker rahay ho pagal ho tum qasam se Us ne tu teray baad bhi hazaroon bhula diyay
Kabhi Khamoosh Baitho Gay Kabhi Kuch Gungunao
Kabhi khamoosh baitho gay kabhi kuch gungunao gay Main itna yaad aoon gi, mujhay jitna bhulao gay
Bhula Dain Gay Tum Ko Bhi Zara Sabar Tu Kero
Bhula dain gay tum ko bhi zara sabar tu kero Rug rug main basay ho thorda waqt tu lagay ga
