Kandha Nahi Hay Mayassar Koi Ab Mujhay
Kandha nahi hay mayassar koi ab mujhay Rona aye to deewar se lag jata hoon
Kandha nahi hay mayassar koi ab mujhay Rona aye to deewar se lag jata hoon
Main ne talluq toordnay main pehal kerdi Woh chahta tha magar hoosla na tha usmain
Hasratain kuch aur hain waqt ki altija kuch aur hay Koon ji saka hay zindagi apni marzi se Dil chahta...
Tujhay perdhnay ki fursat hi na mili Saaqi Hum teray shahar main bikte rahay kitaabon ki tarah
Bakht ke takht se yak lakht utaara howa shakhs Tonay daikha hay kabhi jeet ke haara howa shakhs
Main tumhain bataoongi Nazar andaaz kerna kisi kehtay hain Masroof hona kiya hota hay Bezaar kaisay hotay hain Abhi tum...
Ziddi hoon palat aata hoon phir teri gali main Pathar to mujhay pehlay bhi soo baar lagay hain
Laug mujh main mohabbat talaash kertay hain Main teray baad kisi ka raha hi nahi
Adam se kis liyay laya gaya hoon Jo sach poocho to behkaya gaya hoon Mera hona! na honay ke barabar...