Showing posts with label Deewana Poetry. Show all posts
Showing posts with label Deewana Poetry. Show all posts

Mar 22, 2017

Aibaan Wala Banda Me Andron Baron

Aibaan Wala Banda Me Andron Baron Ganda Me
Rahmat Rab Di Kajjeya Menu Amlon Onj Te Manda Me...

Aibaan Wala Banda

Feb 19, 2017

Je Tu Rab Nu Manana Pehle Yar Nu Mana

Je Tu Rab Nu Manana Pehle Yar Nu Mana
Rab Mann Janda Yar Nu Manana Aukha Ay...

Blogger: Waqas Ali

Jan 30, 2017

Ye Sard Shamain Bhi Kis Qadar Zaalim Hain

Ye Sard Shamain Bhi Kis Qadar Zaalim Hain
Bazahir Sard Hoti Hain Magar In Main Dil Sulagta Hai...

Ye Sard Shamain

Jan 2, 2017

Log Husn Par Marty Hain

Log Husn Par Marty Hain
Humara Dil Un K Hijab Par Aya...

Log Husn Par

Oct 22, 2016

Dard Chahe Kitna Ho Tabassum Ko Ana Hi Hota Hai

Dard Chahe Kitna Ho Tabassum Ko Ana Hi Hota Hai
Dewana To Akhir 'Faisal' Dewana Hi Hota Hai

Kin Kin Ghazlon Main Meri Tera Zikr Ata Hai Warna
Har Ghazal Main Gunah-E-Shama-O-Parwaana Hi Hota Hai

Chalo Aaj Mehfil Main Teri Wafa Ki Baten Karte Hain
Yun To Har Mehfil Main Bewafaon Ka Afsana Hi Hota Hai

Wo Ainy K Samny Aina-Saazi Ki Fikr Jaan-E-Jaan
Jahan Toot'te Hain Aise Ainy Wo Sanam-Khana Hi Hota Hai

Majnu Hai Koi Qais Hai Koi Murattab Kar Gaya Ishq
Dewanaa To Akhir 'Faisal' Dewana Hi Hota Hai...

Submitted By: Faisal Abro

Oct 17, 2016

Unhe Jo Naaz Hai Khud Par Nahi Hai Bewaja

Unhe Jo Naaz Hai Khud Par, Nahi Hai Bewaja Mohsin
K Jis Ko Hum Ne Chaha Ho, Wo Khud Ko Aam Kiun Samjhe...

Submitted By: Malik Aamir Baig

Jul 24, 2016

Aye Muhabbat Tujh Ko Teri Muhabbat Ki Qasam

Aye Muhabbat Tujh Ko Teri Muhabbat Ki Qasam
Mujh Se Muhabbat Kar Apni Muhabbat K Liye...

Submitted By: Noorulain Meer

Feb 3, 2015

Wo Jo Paband Hai Namazon Ki

Wo Jo Paband Hai Namazon Ki
Us Ki Aankhon Ne Kar Diya Kafir...

Wo Jo Paband Hai

Aug 24, 2014

Chalte Chalte Thak Kar Poocha Paun K Zakhm

Chalte Chalte Thak Kar Poocha Paun K Zakhmi Chaalon Ne

Kitni Door Basaa Li Hai Basti Dil Me Basnay Waalon Ne...

Chalte Chalte Thak

Mar 29, 2014

Masaaib Me Ulajh Kar Muskurana Meri

Masaaib Me Ulajh Kar Muskurana Meri Adat Hai

Mujhe Na-Kaamiyon Pe Ashq Bahaana Nahi Aata...

Masaaib Me Ulajh