Mujhe Tum Sy Mohabbat Hai

Mujhe Tum Sy Mohabbat Hai

Chupana Raaz Is Dil Ky

Ager Tum Chorr Do Jana

“Mujhe Tum Sy Mohabbat Hai”

Ager Tum Bol Jo Jana

To Jeevan Ky Safar Mein

Rasta Aasan Ho Jaye

Hamary Pas Bhi Jeeny Ka Kuch Saman Ho Jaye

Wagarna Hum, Tumhary Dil Ky Drwazy Ky Bahar

Aas Mein Bethy Rehein Ge

Keh Kabhi To Band Darwazy Ko Kholo Gi

Mere Shany Pe Sar Rakh Kar

Kabhi Dheeray Se Bolo Gi

“Mujhe Tum Sy Mohabbat Hai”

Mujhe-Tumse-Mohabbat-Hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *