Bari Hi Tarteeb Se Mujh Ko Kafir Banaya Gaya

Bari Hi Tarteeb Se Mujh Ko Kafir Banaya Gaya

Aadmi Ko Khuda Bana Kar Mere Samny Laya Gaya

Jab Bhi Puchne Gaya Me Apne Junoon Ka Elaj

Be-Rehmi Se Mujh Ko Kitabon Me Phasaya Gaya

Chand Logon Ki Bat Na Man’ny Par

Mere Hi Samny Mujh Ko Jalaya Gaya

Teri Rehmaton Ki Misaal Such Me Nahi

Kaaba Torne Wala Bhi Kabay Me Paya Gaya

Khatam Hui Talash Apne Dushman Ko Dhundne Ki

Kal Jab Mujhe ‘Abbas’ Aina Dikhaya Gaya…

Blogger: Waqas Ali

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *