Tum Kia Jano Shab-E-Qadar Kia Hay
Tum kia jano shab-e-qadar kia hay kesi raat logo
Hazaar saal se behtar hay ye noor ki barsaat logo
Shab-e-qadar Allah ka inaam hey jo mangna hay maanglo momino
Tafarqay main na pero Allah ki rassi mazbooti se thaam lo momino
