Yonhi Ranjishon Main Guzar Gai

Yonhi ranjishon main guzar gai

Kabhi woh khafa, kabhi main khafa

Chahtoon ke mor per

Kabhi woh ruka, kabhi main ruka

Wohi raaste, wohi manzilain

Na usay khabar, na mujhay pata

Bus apni apni ana main gum

Kabhi wo juda, kabhi  main juda…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *